Kaisa Yeh Manzar Lyrics

Kaisa Yeh Manzar lyrics is penned by D Abdul, sung by D Abdul, music composed by Giri G, Ruchir K, starring D Abdul.




0 0

Song Lyrics

Kaisa yeh manzar ki sab ghar ke andar
Par ham ne hi maara tha dharti pe khanjar kyu
Kaisa yeh manzar ki sab ghar ke andar
Par ham ne hi maara tha dharti pe khanjar
Kyu jungle ko kaate aur janwar ko maare
Badate parudushan aur kachre failate dikhate hai
Khudko ham jaise mahan
Behtar hai janwar ham kaise insan
Jo hai patthar ka dil galt kaam ko anjaam yahan
Nasht kare kudrat yeh saara jahan
Bane sab toh anjan pr ham jante the sab
Hua yeh karma dua karna rabse abb kyu
Aai yeh bimari saza banke chai
Ham insano pe barsi yeh kaisi tabahi
Jo manzar zamane ko aise rulai
Ke jaise ki puri yeh dharti chillai
Mere bhai tabhi yaad aaya apna imaan
Fir bhi na khauf abhi zinda haiwan
Hua hai rape iss bich ek bacchi ka
Bolu toh bolu kaise ham hai insaan
Jeena toh sikh kya ladne ka maut se
Tere amal tere saath warna kon hai
Duniya me jeele lekin chalne khauf me
Kyuki gurur wale mitthi bane bhot se
Aur shot hai yaha pe na rehna humesha
Hai jana toh sabko aur sabne yeh dekha
Kuch ne toh rishte aur kuch ne iman
Yaha logo ne apna hai kya kya toh becha

Mujhe dikhe glt kaam sare aam
Hai shaitan yeh zamana toh kharab
Yeh bimari azab jaake maafi tu maang
Tera rab hai naraz tu hai pinjre me kaid lekin
Panchi azad baar baar bolu aapko ki ghar pe hi rehna
Jana hai bahar toh dande ko sehna
Mooh dhadko dur raho sabka yeh kehna
Dhulo haath soap sanitizer toh hai na

Rape se leke hatiya insano ne sab krdiya
Jaan ke krte galtiya fir chodke duniya chal diya
Na band kiya hume gunah toh rab ne rasta yeh
Chuna wo zulum ko sehke kehte rabse rab ne unka sun liya
Khauf tumhe bimari ka par rab ka bilkul nahi hai
Shauk rakhoge acche toh fir sab kuch chalta sahi hai
Hoga hisab tera jana sabko wahi hai
Yeh duniya char din ki aate jaate kai hai


Official Video Song



Song Details

The Kaisa Yeh Manzar song lyrics is written by D Abdul in the year 2020. It was sung by D Abdul, featuring D Abdul. The details of Kaisa Yeh Manzar song lyrics are given below:

movie Album: Kaisa Yeh Manzar

singer Singer: D Abdul

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: D Abdul

music Music / Music Composer: Giri G, Ruchir K

artist Artists / Stars: D Abdul

music on Music On: D Abdul

year Year: 2020


Kaisa Yeh Manzar lyrics

Album Songs List

401
118
381
101
313
103
267
91
246
84
232
80
220
81
206
73
203
71
196
78
188
65
183
70
182
82
182
64
180
77