Raatein Kar Na Kharaab Tu Lyrics

Raatein Kar Na Kharaab Tu lyrics is penned by Suhail Zargar, sung by Suhail Zargar, music composed by Suhail Zargar, starring Suhail Zargar, Yashraj, Pooja Bhasin.




0 0

Song Lyrics

Wajah koi bhi ho
Na bano fashana
Na banta main majnu
Na banta deewana
Main markash hu ishq ka
Sun le haseena
Chahe meri baho mein
Phir tu na aana
Chahunga tujhe ha
Yahi baat sach hai
Par kab tak main chahu
Ye maine na jaana
Kal hoga kya main kaise batau
Chal jaane de sab sun mera gaana
Sun mera gaana sun mera gaana

Tere chehare ka noor
Deta hai mujhe suroor
Baki koi bhi nasha na chadhe
Huzoor!
Teri ankho se sharab
Tere hontho se gulaab
Main churau behisab
Koi kya kare kya kare kya kare
Koi kya kare kya kare kya kare
Lagi paani mein aag yu
Hui niyate kharab kyu
Paas aake na door ja
Raatein kar na kharaab tu
Raatein kar na kharaab tu
Raatein kar na kharaab tu

Fashano ki duniya hai
Duniya fasano ki
Saayar se jayda hai
Sunte hai deewano ki
Har kahani mein yahi to hota hai
Roti hai laila majnu kahi hota hai
Na banana hai majnu na chahiye laila
Par aise bhi mujhko na rahna akela
Yahi baat sach hai main tujhko batau
Aage ki kahani main gaa ke sunau
Gaa ke sunau main gaa ke sunau

Dil ka fashana hai sunanana
Main hun shayar tu meri gajal
Jo chalke paimane
Teri ankho se deewane
Saari duniya ke ho gaye katal
Lagi paani me aag yu
Duniya botle sharab tu
Paas aake na door ja
Raatein kar na kharaab tu
Raatein kar na kharaab tu
Raatein kar na kharaab tu


Official Video Song



Song Details

The Raatein Kar Na Kharaab Tu song lyrics is written by Suhail Zargar in the year 2019. It was sung by Suhail Zargar, featuring Suhail Zargar, Yashraj, Pooja Bhasin. The details of Raatein Kar Na Kharaab Tu song lyrics are given below:

movie Album: Raatein Kar Na Kharaab Tu

singer Singer: Suhail Zargar

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Suhail Zargar

music Music / Music Composer: Suhail Zargar

artist Artists / Stars: Suhail Zargar, Yashraj, Pooja Bhasin

music on Music On: Zee Music Company

year Year: 2019


Raatein Kar Na Kharaab Tu lyrics

Album Songs List

401
115
381
101
313
103
267
91
246
84
232
80
220
81
206
73
203
71
196
78
188
65
183
70
182
82
182
64
180
77