Bin Sajan Jhoola Jhulu Lyrics

Bin Sajan Jhoola Jhulu lyrics from Damini (1993) movie is penned by Sameer, sung by Kumar Sanu, Sadhana Sargam, music composed by Nadeem Shravan, starring Aamir Khan, Meenakshi Seshadri.

5 2

Song Lyrics

bin sajan jhoola jhulu main waada kaise bhoolu

jee karta hai ye mera main udke gagan ko chhu lu
main pankh lagake aaya sawan ka mausam laya

pyar mere maine tujhe apne dil me basaya

har pal tere pyar ko tarse mera dil
dur mere aankho se hai sapno ki manzil
har pal tere pyar ko tarse mera dil
dur mere aankho se hai sapno ki manzil
itni akeli hu main yaado ki saheli hu main
ab to ek paheli hu main aaja
main pankh lagake aaya sawan ka mausam laya
main pankh lagake aaya sawan ka mausam laya
pyar mere maine tujhe apne dil me basaya
bin sajan jhoola jhulu main waada kaise bhoolu
jee karta hai ye mera main udke gagan ko chhu lu
main pankh lagake aaya sawan ka mausam laya
pyar mere maine tujhe apne dil me basaya
bin sajan jhoola jhulu main waada kaise bhoolu

tadpe kitne sal tak aur na ab tadpa
kehti hai ye duriya seene se lag ja
tera rasta dekhte rehte the ye nain
tu na jane sajna kaise kate din re
ho phulo pe jawani aayi rut kya suhani aayi
nayi zindagani layi na ja
bin sajan jhoola jhulu main waada kaise bhoolu
bin sajan jhoola jhulu main waada kaise bhoolu
jee karta hai ye mera main udke gagan ko chhu lu
main pankh lagake aaya sawan ka mausam laya
pyar mere maine tujhe apne dil me basaya
bin sajan jhoola jhulu main waada kaise bhoolu
jee karta hai ye mera main udke gagan ko chhu lu
main pankh lagake aaya sawan ka mausam laya
pyar mere maine tujhe apne dil me basaya

Official Video Song

Song Details

The Bin Sajan Jhoola Jhulu song lyrics is written by Sameer in the year 1993. It was sung by Kumar Sanu, Sadhana Sargam, featuring Aamir Khan, Meenakshi Seshadri. The details of Bin Sajan Jhoola Jhulu song lyrics are given below:

movie Movie: Damini

singer Singer: Kumar Sanu, Sadhana Sargam

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Sameer

music Music / Music Composer: Nadeem Shravan

artist Artists / Stars: Aamir Khan, Meenakshi Seshadri

music on Music On: HMV

year Year: 1993

Bin Sajan Jhoola Jhulu lyrics from Damini

Damini Songs List

14
6
6
6
5
2
3
4