Pyaar Tumhari Ankhon Mein Lyrics

Pyaar Tumhari Ankhon Mein lyrics is penned by Ashish Upadhyay, sung by Soumee Sailsh Keshav Kumar, music composed by S. Devnath, starring Keshav Kumar, Pincky Budhrani & Soumee Sailsh.




0 0

Song Lyrics

Mile the jab tum pehli baar humko
Yaad hai aaj bhi woh manzar humko
Raaz dil mein dabaya rakha jo tumne
Bataya in aankhon ne aaj humko

Yeh pyaar tumhari ankhon mein
Dekha to nasha aane laga
Jo tum paas aaye to dil ko karaar aane laga

Yeh pyaar tumhari ankhon mein
Dekha to nasha aane laga
Jo tum paas aaye to dil ko karaar aane laga

Tumhari chahat tumhari aahat tumhara hasna
Tumhara chalna tumhara mudna
Mud kar tumhara sharmana

Yeh jalwe jo tumhaare dekhe
To jaise kahin yun hone laga
Ab apna bhi nahin hu mein
Sab tera yun hone laga

Woh tera milna yun baatein karna
Kabhi ajnabee ban tera anjana banna
Teri nigahe tere ishare
Mere liye hai koi nazrana

Ab aakar meri duniya mein tu
Rang sabhi bharne laga
Khwahishein yun mukammal huyi
Rooh mein tu samane laga

Yeh pyaar tumhari ankhon mein
Dekha to nasha aane laga
Jo tum paas aaye to dil ko karaar aane laga

Dekha jo tera roshan sa chehra
Wohi apna sa mujhko lagne laga
Ankhon mein laali ulzi late hai
Yeh lamha suhana lagne laga

Jeene ke hazaron bahane
Mujhko tumhi se lagne lage
Khwahishein yun mukammal huyi
Rooh mein tu samane laga

Yeh pyaar tumhari ankhon mein
Dekha to nasha aane laga
Jo tum paas aaye to dil ko karaar aane laga


Official Video Song



Song Details

The Pyaar Tumhari Ankhon Mein song lyrics is written by Ashish Upadhyay in the year 2020. It was sung by Soumee Sailsh Keshav Kumar, featuring Keshav Kumar, Pincky Budhrani & Soumee Sailsh. The details of Pyaar Tumhari Ankhon Mein song lyrics are given below:

movie Album: Pyaar Tumhari Ankhon Mein

singer Singer: Soumee Sailsh Keshav Kumar

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Ashish Upadhyay

music Music / Music Composer: S. Devnath

artist Artists / Stars: Keshav Kumar, Pincky Budhrani & Soumee Sailsh

music on Music On: Zee Music Company

year Year: 2020


Pyaar Tumhari Ankhon Mein lyrics

Album Songs List

400
118
381
101
312
103
267
91
246
84
232
80
220
81
206
73
203
71
196
78
187
65
183
70
182
82
181
64
180
77