Tu Shama Main Parwana Lyrics

Tu Shama Main Parwana lyrics from Khiladi (1992) movie is penned by Dev Kohli, sung by Alisha Chinai, Abhijeet, music composed by Jatin Lalit, starring Ayesha Jhulka, Akshay Kumar.




7 5

Song Lyrics

Main hasi ye mehfil hai jawaan koi hai yahan mujhsa kaha
masti bhari jawani hai har ada mastani hai
dekho mujhe mai hu haseena haseena haseena
haseena haseena haseena 
tu shama main parwana tera aye sun zara tu afsana mera
sabko mera salaam hai har zubaan pe mera naam hai 
dekho mujhe mai hu deewana deewana 
deewana deewana deewana
main haseen ye mehfil hai jawaan

kya hai tu aur main hu kya abhi hoga faisla yeh
kisme kitna zor hai chal jayega pata yeh
jab talak hai dam me dam phir humko koi kya gam
humko itni hai khabar kabhi harenge nahi hum
tujhpe mai chha jaunga rang apna jamaunga
tujhpe mai chha jaunga rang apna jamaunga
dekho mujhe main hun deewana deewana 
deewana deewana deewana
mai haseen ye mehfil hai jawaan koi hai yaha mujhsa kaha

[dekh kar tujhko yaha mujhe kuch yaad aa raha hai
tu yakinan hai wahi mera dil ye keh raha hai] (x2)
aisa kuch main kar jaunga yaaron ke kaam aaunga
aisa kuch main kar jaunga yaaron ke kaam aaunga
dekho mujhe main hun deewana deewana 
deewana deewana deewana
tu shama main parwana tera aye sun zara tu afsana mera
sabko mera salaam hai har zubaan pe mera naam hai 
dekho mujhe main hun deewana deewana 
deewana deewana deewana
tu shama main parwana tera aye sun zara tu afsana mera


Official Video Song



Song Details

The Tu Shama Main Parwana song lyrics is written by Dev Kohli in the year 1992. It was sung by Alisha Chinai, Abhijeet, featuring Ayesha Jhulka, Akshay Kumar. The details of Tu Shama Main Parwana song lyrics are given below:

movie Movie: Khiladi

singer Singer: Alisha Chinai, Abhijeet

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Dev Kohli

music Music / Music Composer: Jatin Lalit

artist Artists / Stars: Ayesha Jhulka, Akshay Kumar

music on Music On: Venus

year Year: 1992


Tu Shama Main Parwana lyrics from Khiladi

Khiladi Songs List

15
5
12
3
9
2
7
5
7
1
3
2
2
0
2
0