Jaana Maine Jaana Lyrics

Jaana Maine Jaana lyrics from Indian (2001) movie is penned by Anand Bakshi, sung by Abhijeet, Sadhana Sargam, music composed by Anand Raj Anand, starring Sunny Deol, Shilpa Shetty.




4 3

Song Lyrics

Jaana tujhe jaana toh jaana maine yeh
Jaana tujhe jaana toh jaana maine yeh
Ay log kyon deewane ho jaate hain pyar mein
Jaana tujhe jaana toh jaana maine yeh
Jaana tujhe jaana toh jaana maine yeh
Log kyon deewane ho jaate hain pyar mein
Jaana tujhe jaana toh jaana maine yeh

Dekh toh nigahon se meri in nigahon mein
Tera bas tera ek naam likha hain
Hey mila ke nazar dekho dil mein utar kar dekho
Chahat ka meri paigaam likha hain
Suna yeh fasana toh jaana maine yeh
Suna yeh fasana toh jaana maine yeh
Oh log kyon deewane ho jaate hain pyar mein
Jaana tujhe jaana toh jaana maine yeh

Haal raha aisa toh pyar mein tumhare
Mera rab jaane kya haal hoga
Ho jo bhi taqdeer hogi raanjhe ki heer hogi
Sohni ka aashiq mahiwaal hoga
Maana maine maana aaj jaana maine yeh
Maana maine maana aaj jaana maine yeh
Oh log kyon deewane ho jaate hain pyar mein
Jaana tujhe jaana toh jaana maine yeh
Oh log kyon deewane ho jaate hain pyar mein


Official Video Song



Song Details

The Jaana Maine Jaana song lyrics is written by Anand Bakshi in the year 2001. It was sung by Abhijeet, Sadhana Sargam, featuring Sunny Deol, Shilpa Shetty. The details of Jaana Maine Jaana song lyrics are given below:

movie Movie: Indian

singer Singer: Abhijeet, Sadhana Sargam

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Anand Bakshi

music Music / Music Composer: Anand Raj Anand

artist Artists / Stars: Sunny Deol, Shilpa Shetty

music on Music On:

year Year: 2001


Jaana Maine Jaana lyrics from Indian

Indian Songs List

15
8
7
5
6
6
4
4
4
3