Yeh Pyar Hai Ek Nasha Zindagi Ka Lyrics

Yeh Pyar Hai Ek Nasha Zindagi Ka lyrics from Indian (2001) movie is penned by Anand Bakshi, sung by Richa Sharma, Sunidhi Chauhan, music composed by Anand Raj Anand, starring Sunny Deol, Shilpa Shetty.




7 5

Song Lyrics

Yeh pyar hai ek nasha zindagi ka
Na pyar se bach saka dil kisi ka
Hona hai hona hai pyar kabhi to hona hai
Khona hai khona hai dil kabhi to khona hai
Tadapna hai tarasna hai aakhir pyar to karna hai
Yeh pyar hai ek nasha zindagi ka
Na pyar se bach saka dil kisi ka

Band rehkar yeh zubaan karti hain baatein yahan
Band rehkar yeh zubaan karti hain baatein yahan
Haan badi hi mushkil se ratein kat ti hain yahan
Band rehkar yeh zubaan karti hain baatein yahan
Haan badi hi mushkil se ratein kat ti hain yahan
Kya anjaam se darna hai aakhir pyaar to karna hai

Pyar mein hai mastiyaan mast ho jaa pyar mein
Pyar mein hai mastiyaan mast ho jaa pyar mein
Jo mazaa ikraar mein woh kahan inkaar mein
Pyar mein hai mastiyaan mast ho jaa pyar mein
Jo mazaa ikraar mein woh kahan inkaar mein
Itna kyon zazakna hain aakhir pyaar to karna hai

Gard bhi mil jaaye to hai ganwara pyar mein
Gard bhi mil jaaye to hai ganwara pyar mein
Ek khushi ka aasmaan hai itne se ikraar mein
Gard bhi mil jaaye to hai ganwara pyar mein
Ek khushi ka aasmaan hai itne se ikraar mein
Kyon phir aahe bharna hai aakhir pyaar to karna hai
Yeh pyar hai ek nasha zindagi ka
Na pyar se bach saka dil kisi ka
Hona hai hona hai pyar kabhi to hona hai
Khona hai khona hai dil kabhi to khona hai
Tadapna hai tarasna hai aakhir pyar to karna hai.


Official Video Song



Song Details

The Yeh Pyar Hai Ek Nasha Zindagi Ka song lyrics is written by Anand Bakshi in the year 2001. It was sung by Richa Sharma, Sunidhi Chauhan, featuring Sunny Deol, Shilpa Shetty. The details of Yeh Pyar Hai Ek Nasha Zindagi Ka song lyrics are given below:

movie Movie: Indian

singer Singer: Richa Sharma, Sunidhi Chauhan

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Anand Bakshi

music Music / Music Composer: Anand Raj Anand

artist Artists / Stars: Sunny Deol, Shilpa Shetty

music on Music On:

year Year: 2001


Yeh Pyar Hai Ek Nasha Zindagi Ka lyrics from Indian

Indian Songs List

15
8
7
5
6
6
4
4
4
3