Haal Kya Hai Dilon Ka Lyrics

Haal Kya Hai Dilon Ka lyrics from Anokhi Ada (1973) movie is penned by Majrooh Sultanpuri, sung by Kishore Kumar, music composed by Laxmikant Pyarelal, starring Jeetendra, Rekha, Vinod Khanna.




8 0

Song Lyrics

Haal kya hai dilon ka na pucho sanam
Haal kya hai dilon ka na pucho sanam
Aapka muskurana gazab dha gaya
Haal kya hai dilon ka na pucho sanam
Aapka muskurana gazab dha gaya
Ek to mehfil tumhari hasin kam na thi
Ek to mehfil tumhari hasin kam na thi
Us pe mera tarana gazab dha gaya
Ek to mehfil tumhari hasin kam na thi
Us pe mera tarana gazab dha gaya
Haal kya hai dilon ka na pucho sanam

Ab to lehraya masti bhari chhanv mein
Ab to lehraya masti bhari chhanv mein
Bandh lo chaahe ghunghru mere paanv mein
Bandh lo chaahe ghunghru mere paanv mein
Main behakta nahin tha magar kya karoon
Main behakta nahin tha magar kya karoon
Aaj mausam suhana gazab dha gaya
Main behakta nahin tha magar kya karoon
Aaj mausam suhana gazab dha gaya
Haal kya hai dilon ka na pucho sanam

Har nazar uth rahi hai tumhari taraf
Har nazar uth rahi hai nazar uth rahi hai
Har nazar uth rahi hai tumhari taraf
Aur tumhari nazar hai hamari taraf
Aur tumhari nazar hai hamari taraf

Aankh uthana tumhara to phir theek tha
Aankh uthana tumhara to phir theek tha
Aankh uthakar jhukana gazab dha gaya
Aankh uthana tumhara to phir theek tha
Aankh uthakar jhukana gazab dha gaya
Haal kya hai dilon ka na pucho sanam

Mast aankhon ka jaadu jo shaamil hua
Mast aankhon ka jaadu
Mast aankhon ka jaadu
Mast aankhon ka
Mast aankhon ka jaadu jo shaamil hua
Mera gana bhi sun-ne ke kaabil hua
Mera gana bhi sun-ne ke kaabil hua
Jisko dekho wohi aaj behos hai
Jisko dekho wohi aaj behos hai
Aaj to main deewana gazab dha gaya
Jisko dekho wohi aaj behos hai
Aaj to main deewana gazab dha gaya

Ek to mehfil tumhari hasin kam na thi
Us pe mera tarana gazab dha gaya
Haal kya hai dilon ka na pucho sanam


Official Video Song



Song Details

The Haal Kya Hai Dilon Ka song lyrics is written by Majrooh Sultanpuri in the year 1973. It was sung by Kishore Kumar, featuring Jeetendra, Rekha, Vinod Khanna. The details of Haal Kya Hai Dilon Ka song lyrics are given below:

movie Movie: Anokhi Ada

singer Singer: Kishore Kumar

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Majrooh Sultanpuri

music Music / Music Composer: Laxmikant Pyarelal

artist Artists / Stars: Jeetendra, Rekha, Vinod Khanna

music on Music On: Saregama Music

year Year: 1973


Haal Kya Hai Dilon Ka lyrics from Anokhi Ada

Anokhi Ada Songs List