Sare Karo Dab Lyrics

Sare Karo Dab lyrics is penned by Raftaar and Muhfaad, sung by Sonu Kakkar, Raftaar Muhfaad, music composed by Raftaar & Muhfaad, starring Sonu Kakkar, Raftaar & Muhfaad.




0 0

Song Lyrics

Saiyyan sang dab karoongi
Saiyyan sang dab karoongi
Saiyyan sang dab karoongi
Saiyyan sang dab [x2]

Saiyyan sang kohni mod maar sar beech mein
Ek hath pichhe kar aasman khinch le
Floor pe tu aa ab dab de daba
Tab kaise Mve karti kamar zara teach me

Style angrezon ka banaya hamne desi
Heat itni beat mein ki on karun AC
Baat munh phaad ke bata raha hoon
Stamp bhi chhupa raha hoon
Dhundh ke dikha diyo tu yaari apne jaisi

Aisi taisi mein gaye woh
Unmein na yeh class hai
Aaj ki taiyyari thi gawah yeh itihaas hai
300 ka nakli joota leke mara style maine
Aaj Yeezy asli teen dhaari Adidas hai
To maa se jaake poochh lo
Khilaya kya tha sher ko
Yeh li’l pack rehta tez rakhe gear ko
Aafaton ko cheer ke main aaya is paar
Sajaniya khush aaye saiyyan Raftaar

Saiyyan sang dab karoongi
Saiyyan sang dab karoongi
Saiyyan sang dab karoongi
Saiyyan sang dab [x2]

Sare karo dab dab
Chalo sare karo dab dab

Jaldi se circle ke andar mein aa
Circle mein aake tu Mve dikha
Mve se mujhko tu groove karaa
Tujhse se na koyi bhi behtar yahan

Chal whip kar baby baby
Thoda bahut nene nene
Shuffle karenge beat double karenge
Sab hone lage crazy crazy [x2]

Sare karo dab dab
Chalo sare karo dab dab

Upar se jaati batein sar ke karke mind blow
Trigonometric agli line kar rewind bro
Tan skin cause brown complexion
Within a sec tera bhai na hua hai sign bro
Tera bhai aage badh raha
Aage badhta dekh mujhko para inka chadh raha
Yaar aadmi hai tu ya tisri hai taang tu
Sehlao jitna pyar se tu utna hi akad raha

Ringa ringa roz hi leti selfiyan pose mein
Johny Johny yes bol ke nai hai hosh mein
Mera dab karta haal jo kare na tera maal
Sare nachne lagoge ek dose mein
Aaya main beat pe fit karo dab
Khaali pada floor khatam karo gap
Bori bistaron ko sadne wale karo back
Par chahne wale sath mein karo sare dab

Qatal kare kalesh ka
Kehni kalam kalol ki
Kadakta khoon khaul ke
Kasar kala ki kholti
Fukata fukron ki fakar se
Fursaton ki pher mein
Phir fatt se udta furti mein
Farrata first gear mein

Kadi ki kashti khushnuma
Kyun kal pe kal ke kekde
Kasam khuda karam karo
Karam jalon ke case mein

Free fund hi to phirte
Faltu mein fintu fullet phaad di
Faila dab sare desh mein

Sare karo dab dab
Chalo sare karo dab dab
Saiyyan sang dab karoongi
Saiyyan sang dab


Official Video Song



Song Details

The Sare Karo Dab song lyrics is written by Raftaar and Muhfaad in the year 2018. It was sung by Sonu Kakkar, Raftaar Muhfaad, featuring Sonu Kakkar, Raftaar & Muhfaad. The details of Sare Karo Dab song lyrics are given below:

movie Album: Zero To Infinity

singer Singer: Sonu Kakkar, Raftaar Muhfaad

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Raftaar and Muhfaad

music Music / Music Composer: Raftaar & Muhfaad

artist Artists / Stars: Sonu Kakkar, Raftaar & Muhfaad

music on Music On: Zee Music Company

year Year: 2018


Sare Karo Dab lyrics

Album Songs List

400
118
381
101
312
103
267
91
246
84
232
80
220
81
206
73
203
71
196
78
187
65
183
70
182
82
181
64
180
77