Mera Aapki Kripa Se Lyrics

Mera Aapki Kripa Se lyrics is penned by , sung by Bhaiya Krishan Das Ji, music composed by , starring Bhaiya Krishna Das Ji.




12 6

Song Lyrics

Mera aapki daya se sab kaam ho raha hai
Karte ho tum kanhiya mera naam ho raha hai

Patvaar ke bina hi meri naav chal rahi hai
Bin maange hai kanhaiya har chiz mil rahi hai
Ab kya bataaun mohan aaram ho raha hai

Karte ho tum kanhiya mera naam ho raha hai
Mera aapki daya se sab kaam ho raha hai

Meri zindagi mein tum ho kis baat ki kami hai
Mujhe aur ab kisi ki parvaah bhi nahin hai
Teri badalton se sab kaam ho raha hai

Karte ho tum kanhiya mera naam ho raha hai
Mera aapki daya se sab kaam ho raha hai

Duniya mein honge laakhon tere jaisa kon hoga
Kanhaiya o mere pyare haaye 
Duniya mein honge laakhon tere jaisa kon hoga
Tujh jaisa banda parwar bhala aisa kaun hoga
Agar thama hai tera daaman aaram ho raha hai

Karte ho tum kanhiya karte ho tum kanhiya
Mera naam ho raha hai
Mera aapki daya se sab kaam ho raha hai

Karte ho tum kanhiya karte ho tum kanhiya
Mera naam ho raha hai
Mera aapki daya se sab kaam ho raha hai


Official Video Song



Song Details

The Mera Aapki Kripa Se song lyrics is written by in the year 2003. It was sung by Bhaiya Krishan Das Ji, featuring Bhaiya Krishna Das Ji. The details of Mera Aapki Kripa Se song lyrics are given below:

movie Album: Banke Bihari Ke Nayna Kajraare

singer Singer: Bhaiya Krishan Das Ji

lyricist Lyricist / Lyrics Writer:

music Music / Music Composer:

artist Artists / Stars: Bhaiya Krishna Das Ji

music on Music On: T-Series

year Year: 2003


Mera Aapki Kripa Se lyrics

Album Songs List

400
118
381
101
312
103
267
91
246
84
232
80
220
81
206
73
203
71
196
78
188
65
183
70
182
82
182
64
180
77