Aarambh Lyrics

Aarambh lyrics from Gulaal (2009) movie is penned by Piyush Mishra, sung by Piyush Mishra, music composed by Piyush Mishra, starring K. K. Menon, Mahi Gill, Abhimannyu Singh.




2 1

Song Lyrics

Aarambh hai prachand bol mastakon ke jhund
Aaj jung ki ghadi ki tum guhaar do
Aan baan shaan ya ki jaan ka ho daan aaj
Ik dhanush ke baan pe utaar do

Aarambh hai prachand bol mastakon ke jhund
Aaj jung ki ghadi ki tum guhaar do
Aan baan shaan ya ki jaan ka ho daan aaj
Ik dhanush ke baan pe utaar do
Aarambh hai prachand

Mann kare so praan de, jo mann kare so praan le
Wahi toh ek sarvshaktimaan hai
Mann kare so praan de, jo mann kare so praan le
Wahi toh ek sarvshaktimaan hai

Vishv ki pukaar hai yeh bhaagwat ka saar hai
Ki yuddh hi veer ka pramaan hai
Kauravo ki bheed ho ya, paandavo ka neerd ho
Jo lad saka hai woh hi toh mahaan hai
Jit ki hawas nahi, kisi pe koyi vash nahi
Kya jindagi hai thokaro pe maar do
Maut ant hai nahi toh maut se bhi kyun dare
Jaake aasmaan mein dahaad do
Aarambh hai prachand bol mastakon ke jhund
Aaj jung ki ghadi ki tum guhaar do
Aan baan shaan ya ki jaan ka ho daan aaj
Ik dhanush ke baan pe utaar do
Aarambh hai prachand

Jis kavi ki kalpana mein jindagi ho prem geet
Uss kavi ko aaj tum nakaar do
Bhigati maso mein aaj phulati ragon mein aaj
Jo aag ki lapat ka tum bakhaar do
Aarambh hai prachand bol mastakon ke jhund
Aaj jung ki ghadi ki tum guhaar do
Aan baan shaan ya ki jaan ka ho daan aaj
Ik dhanush ke baan pe utaar do
Aarambh hai prachand
Aarambh hai prachand
Aarambh hai prachand


Official Video Song



Song Details

The Aarambh song lyrics is written by Piyush Mishra in the year 2009. It was sung by Piyush Mishra, featuring K. K. Menon, Mahi Gill, Abhimannyu Singh. The details of Aarambh song lyrics are given below:

movie Movie: Gulaal

singer Singer: Piyush Mishra

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Piyush Mishra

music Music / Music Composer: Piyush Mishra

artist Artists / Stars: K. K. Menon, Mahi Gill, Abhimannyu Singh

music on Music On: T-Series

year Year: 2009


Aarambh lyrics from Gulaal

Gulaal Songs List