Ek chumma Lyrics

Ek chumma lyrics from Housefull 4 (2019) movie is penned by Sameer Anjaan, sung by Sohail Sen, Altamash Faridi, Jyotica Tangri, music composed by Sohail Sen, starring Akshay Kumar, Riteish Deshmukh and Bobby Deol.




3 1

Song Lyrics

Oh madam goggle waali
Dont go yun deke gaali
 
Oh madam goggle waali
Dont go yun deke gaali
 
Haan gundon se chudaya hai
Maine tujhe bachaya hai
Gundon se chudaya hai
Maine tujhe bachaya hai
Haan poochle saamne janta hai
 
Ek chumma
Ek chumma
Ek chumma toh banta hai
 
Ek chumma
Ek chumma
Ek chumma toh banta hai
 
Meri jaan idhar udhar daale kyun mujhpe nazar
Mujhe toh lage lage teri fittrat se darr
Jaanu main jaanu jaanu teri saari saazishein
Poori naa hongi hongi teri farmaaishein
 
Wallah!
Teri hasratein
Wallah!
Teri harkatein
Wallah!
Teri fittratein
Wallah wallah wallah wallah
 
O oonchi sandal waali
Taali pe maar taali
O oonchi sandal waali
Taali pe maar taali
 
Haan gundon se chudaya hai
Maine tujhe bachaya hai
Haan poochle saamne janta hai
 
Ek chumma
Ek chumma
Ek chumma toh banta hai
 
Ek chumma
Ek chumma
Ek chumma toh banta hai
 
Yeh sitam tera tera tera hai manzoor re
Yeh bata mera mera mera kya kasoor re
Tujhe kyun apni jawaani ka hai guroor re
Teri aankhon mein chayya chayya hai suroor re
 
Wallah!
Teri jafa
Wallah!
Mujhe hai pata
Wallah!
Na kar khata
Wallah wallah wallah wallah
 
O madam kajal waali
Mujhe na samajh mawaali
O madam kajal waali
Mujhe na samajh mawaali
 
Haan gundon se chudaya hai
Maine tujhe bachaya hai
Haan poochle saamne janta hai
 
Ek chumma
Ek chumma
Ek chumma toh banta hai
 
Ek chumma
Ek chumma
Ek chumma toh banta hai


Official Video Song



Song Details

The Ek chumma song lyrics is written by Sameer Anjaan in the year 2019. It was sung by Sohail Sen, Altamash Faridi, Jyotica Tangri, featuring Akshay Kumar, Riteish Deshmukh and Bobby Deol. The details of Ek chumma song lyrics are given below:

movie Movie: Housefull 4

singer Singer: Sohail Sen, Altamash Faridi, Jyotica Tangri

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Sameer Anjaan

music Music / Music Composer: Sohail Sen

artist Artists / Stars: Akshay Kumar, Riteish Deshmukh and Bobby Deol

music on Music On: T-Series

year Year: 2019


Ek chumma lyrics from Housefull 4

Housefull 4 Songs List

3
1
1
1