Chookar Mere Mann Ko Kiya Tune Kya Ishara Lyrics

Chookar Mere Mann Ko Kiya Tune Kya Ishara lyrics from Yaarana (1980) movie is penned by Anjaan, sung by Kishore Kumar, music composed by Rajesh Roshan, starring Amitabh Bachchan.




7 3

Song Lyrics

Chhukar mere man ko
Kiya tune kya ishara
Chhukar mere man ko
Kiya tune kya ishara

Badla ye mausam
Lage pyaara jag saara
Chhukar mere man ko
Kiya tune kya ishara
Badla ye mausam
Lage pyaara jag saara
Chhukar mere man ko
Kiya tune kya ishara

Tu jo kahe jeevan bhar
Tere liye main gaaun
Tere liye main gaaun
Geet tere bolon pe
Likhta chala jaaun
Likhta chala jaaun

Mere geeton mein
Tujhe dhoondhe jag saara
Chhukar mere man ko
Kiya tune kya ishara
Badla ye mausam
Lage pyaara jag saara

Chhukar mere man ko
Kiya tune kya ishara

Aaja tera aanchal ye
Pyaar se main bhar doon
Khushiyan jahan bhar ki
Tujhko nazar kar doon
Tujhko nazar kar doon

Tu hi mera jeevan
Tu hi jeene ka sahara
Chhukar mere man ko
Kiya tune kya ishara
Badla ye mausam
Lage pyaara jag saara

Chhukar mere man ko
Kiya tune kya ishara


Official Video Song



Song Details

The Chookar Mere Mann Ko Kiya Tune Kya Ishara song lyrics is written by Anjaan in the year 1980. It was sung by Kishore Kumar, featuring Amitabh Bachchan. The details of Chookar Mere Mann Ko Kiya Tune Kya Ishara song lyrics are given below:

movie Movie: Yaarana

singer Singer: Kishore Kumar

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Anjaan

music Music / Music Composer: Rajesh Roshan

artist Artists / Stars: Amitabh Bachchan

music on Music On:

year Year: 1980


Chookar Mere Mann Ko Kiya Tune Kya Ishara lyrics from Yaarana

Yaarana Songs List

7
3
7
0