Arey Pyaar Kar Le Lyrics

Arey Pyaar Kar Le lyrics from Shubh Mangal Zyada Saavdhan (2020) movie is penned by Vayu, sung by Bappi Lahiri Ayushman Khurana, music composed by Tanishk Bagchi, starring Ayushmann Khurrana, Jeetu.




2 1

Song Lyrics

 Meri marzi mera dil
Jisko doon tujhko kya
Duniya waale jo bhi bolein
Kehne do mujhko kya

Main khullam khulla
Aaj ye izhaar karta hoon
Main aadmi hoon
Aadmi se pyar karta hoon.. muah..

Yaar bina chain kahan re
Pyar bina chain kahan re
Sona nahi chaandi nahi yaar to mila
Arey pyaar kar le

Yaar hamein paisa nahi pyar chahiye
Koyi manchaaha dildar chahiye

Pyar ko zamana kamzor samjhe
Aashikon ko duniya ye chor samjhe
Pyar na rukega chahe war kar le

Ayushmann bhava!

Yaar bina chain kahan re
Pyar bina chain kahan re
Sona nahi chaandi nahi yaar to mila
Arey pyaar kar le

Yaar bina chain kahan re
Pyar bina chain kaha re
Sona nahi chaandi nahi yaar to mila
Arey pyaar kar le

[Arey pyaar kar le] x2


Official Video Song



Song Details

The Arey Pyaar Kar Le song lyrics is written by Vayu in the year 2020. It was sung by Bappi Lahiri Ayushman Khurana, featuring Ayushmann Khurrana, Jeetu. The details of Arey Pyaar Kar Le song lyrics are given below:

movie Movie: Shubh Mangal Zyada Saavdhan

singer Singer: Bappi Lahiri Ayushman Khurana

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Vayu

music Music / Music Composer: Tanishk Bagchi

artist Artists / Stars: Ayushmann Khurrana, Jeetu

music on Music On: T-Series

year Year: 2020


Arey Pyaar Kar Le lyrics from Shubh Mangal Zyada Saavdhan

Shubh Mangal Zyada Saavdhan Songs List

2
1
2
1
1
0
1
1
0
0
0
0
0
0