Tujhe Rab Mana Lyrics

Tujhe Rab Mana lyrics from Baaghi 3 (2020) movie is penned by Gurpreet Saini, Gautam G Sharma, sung by Rochak Kohli, Shaan, music composed by Rochak Kohli, starring Rochak, Shaan.




1 0

Song Lyrics

Ho yaara, Yaara ve

Lamba safar hai humko kya dar hai
Hanste hanste kat jayega

Pairon mein tere kaanta chubhe to
Dard ye baante bat jayega

Tu jo kahe to tere liye main
Haar jaaun hazar jahan

Tere jaisa yaar kahan, Tujhmein basi hai meri jaan
Bhai hai mera tu magar, Maine tujhe rab maana

Tere jaisa yaar kahan, tujh mein basi hai meri jaan
Bhai hai mera tu magar, maine tujhe rab maana

Jeet mein the sang saare, haar mein tha tu hi khada
Jeet mein the sang saare, haar mein tha tu hi khada

Mere liye duniya se tu hi lada, tu jo kahe to kadmon mein tere
Main bichha doonga sau aasmaan

Tere jaisa yaar kahan, tujh mein basi hai meri jaan
Bhai hai mera tu magar, maine tujhe rab maana

Tere jaisa yaar kahan, tujh mein basi hai meri jaan
Bhai hai mera tu magar, maine tujhe rab maana

Teri mahobbat teri yaari ki kasam li maine
Teri hifazat ke naam ye saansein ki maine

Tu hi raasta mera pata, tujse juda main lapata
Ek tu meri pehchaan hai, tujse juda main lapata, main lapata

Tu jo kahe to seh lunga yaara
Hans hans ke main saare tufaan

Tere jaisa yaar kahan, tujh mein basi hai meri jaan
Bhai hai mera tu magar, maine tujhe rab maana

Tere jaisa yaar kahan, tujh mein basi hai meri jaan
Bhai hai mera tu magar, maine tujhe rab maana

Ho yaara, Yaara ve, Ho yaara ve


Official Video Song



Song Details

The Tujhe Rab Mana song lyrics is written by Gurpreet Saini, Gautam G Sharma in the year 2020. It was sung by Rochak Kohli, Shaan, featuring Rochak, Shaan. The details of Tujhe Rab Mana song lyrics are given below:

movie Movie: Baaghi 3

singer Singer: Rochak Kohli, Shaan

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Gurpreet Saini, Gautam G Sharma

music Music / Music Composer: Rochak Kohli

artist Artists / Stars: Rochak, Shaan

music on Music On: T-Series

year Year: 2020


Tujhe Rab Mana lyrics from Baaghi 3

Baaghi 3 Songs List

3
0
1
0
1
0
1
0
0
0