Meri Chhammak Chhallo Maan Bhi Ja Lyrics

Meri Chhammak Chhallo Maan Bhi Ja lyrics from Kunwara (2000) movie is penned by Sameer, sung by Alka Yagnik, Sonu Nigam, music composed by Aadesh Shrivastava, starring Govinda, Urmila Matondkar.




1 2

Song Lyrics

Meri chhammak chhallo maan bhi ja, ab haal jiya ka jaan bhi ja
meri chhammak chhallo maan bhi ja, ab haal jiya ka jaan bhi ja 
ikrar kar mujhe pyar kar maan kehna mera
tararam tararam tara tararam tararam 
tararam tararam tara tararam tararam

chal mera picha chod bhi de, yeh jhuta rishta tod bhi de
chal mera picha chod bhi de, yeh jhuta rishta tod bhi de 
ikraar kar na pyar kar maan kehna mera
tararam tararam tara tararam tararam 
tararam tararam tara tararam tararam

tujhe chedne me aata hai mujhe bada hi maja
tujhe chedne me aata hai mujhe bada hi maja 
maja yeh kahin ban na jaaye raja tumhari saza
yun matak matak ke chal na, aise rang badal na
na hath tere aaungi, mujhe dekh ke aise jal na
is rang se is roop se tune loota mujhe
tararam tararam tara tararam tararam
tararam tararam tara tararam tararam 
chal mera picha chod bhi de, yeh jhuta rishta tod bhi de
ikraar kar na pyar kar maan kehna mera
tararam tararam tara tararam tararam 
tararam tararam tara tararam tararam

sari umar na bhulega main karungi aisa haal
saari umar na bhulega main karungi aisa haal 
mera yeh dil kehta hai main chu lu gulabi gaal
gul karungi teri batti na dikha pyar ki patti
takraar kare kyun aise, chal kar le mujhse batti
ja dur ja na paas aa yun na baate bana na na na
tararam tararam tara tararam tararam 
tararam tararam tara tararam tararam
meri chhammak chhallo maan bhi ja, ab haal jiya ka jaan bhi ja
meri chhammak chhallo maan bhi ja, ab haal jiya ka jaan bhi ja 
ikraar kar mujhe pyar kar maan kehna mera
tararam tararam tara tararam tararam 
tararam tararam tara tararam tararam


Official Video Song



Song Details

The Meri Chhammak Chhallo Maan Bhi Ja song lyrics is written by Sameer in the year 2000. It was sung by Alka Yagnik, Sonu Nigam, featuring Govinda, Urmila Matondkar. The details of Meri Chhammak Chhallo Maan Bhi Ja song lyrics are given below:

movie Movie: Kunwara

singer Singer: Alka Yagnik, Sonu Nigam

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Sameer

music Music / Music Composer: Aadesh Shrivastava

artist Artists / Stars: Govinda, Urmila Matondkar

music on Music On:

year Year: 2000


Meri Chhammak Chhallo Maan Bhi Ja lyrics from Kunwara

Kunwara Songs List

8
7
7
6
3
3
2
2
2
3
1
2
1
2