Bade Kam Ka Bandar, Mare To Dharmendra Lyrics

Bade Kam Ka Bandar, Mare To Dharmendra lyrics from Aankhen (1993) movie is penned by Indeevar, sung by Govinda, Kumar Sanu, music composed by Bappi Lahiri, starring Govinda, Chunky Pandey, Rageshwari, Ritu Shivpuri, Shilpa Shirodkar, Sadashiv Amrapurkar, Kader Khan, Dina Pathak, Shakti Kapoor, Raj Babbar, Gulshan Grove.

4 2

Song Lyrics

 meharban kadardan sahiban jo log chori 
karte hain seena jori karte hain
topi pehan ke dhoka dete hain aur paisa lekar jaan lete hain
unse to bhala mera bandar hain jo apna 
aur apne ustado ka pet bharta hain
aur chain ki jindagi basar karta hain
to bachha log bajao mere bandar ke nam pe tali

bade kam ka bandar bade kam ka bandar 
mare to dharmindar hey nache to jitendar roye to rajendar
gaur se dekho har hero ki khubi iske andar
jo de uska bhi bhala jo na de uska bhi bhala 

tawiz bandar ke sat bal ka tawiz
ek bal seer ka ek eyebrow ka ek moochh ka ek dadi ka
ek chhati ka ek pet ka ek gate ka baki idhar udhar ka hai
magar bunnu munnu
public ke dil mein sawal aata hain kya aata hain
yeh tawiz kis kis kam aata hain abhi batata hain
jo ladki se sharmata hain shadi se ghabrata hain
joru samne aate hi sar jiska jhuk jata hain
mera yeh tawiz pehenkar jawan mard ban jata hain

bhuk yeh jagata hain nind yeh badhata hain
dard ye mitata hai kaam ye banata hai 
naukri dilata hain lottery lagata hain
achhe numbaro se bachha pas ho jata hain
aata hai kitne kam ek rupaya hain dam
woh bhi mehangaayi badh jane ki wajah se warna
aathana tha na munnu ha bunnu
jo le uska bhi bhala jo na le uska bhi bhala 
jo le uska bhi bhala jo na le uska bhi bhala 
jo le uska bhi bhala jo na le uska bhi bhala 
jo le uska bhi bhala jo na le uska bhi bhala 
bade kam ka bandar bade kam ka bandar 
mare to dharmindar hey nache to jitendar roye to rajendar
gaur se dekho har hero ki khubi iske andar

bunnu munnu
humne duniya ko tawiz diya diya
magar bandar ne hamare liye kya kiya kya kiya
bap ne hume ghar se nikala nikala band kiya kismat ka tala tala
chhin liya muh se niwala niwala ban ke bap bandar ne pala pala
ab bolo bachho bandar achha ke bap achha bandar
laut chalo ghar ladlo laut chalo ghar ladlo binti meri man lo
tum hi meri aankhon ke tare tum hi ho jeene ke sahare
hal-e-dil mera jan lo laut chalo ghar ladlo laut chalo ghar ladlo

ghar ki khidkiyan tumhe pukare dhundh rahi tumko deewarein
kaha gayi mere ghar ki baharen
izzat na neelam karo laut chalo mere ladlo laut chalo mere ladlo  
toda nahi tala hain daka nahi dala hain
chori nahi ki hain mehnat se kamaya hain
dhanda yeh jamaya hain mushkil se kuch paya hain
jeena hamko aaya hai hai aaya hai 
hai hai munnu zara dhund toh re surr kaunsa tha re ha
jo le uska bhi bhala jo na le uska bhi bhala 
jo le uska bhi bhala jo na le uska bhi bhala 
bapu tere pyar se bhar aya mera bhi gala 
bapu tere pyar se bhar aya mera bhi gala 
achha hain jo man gaye warna toh kat jata gala 
achha hain jo man gaye warna toh kat jata gala 

Official Video Song

Song Details

The Bade Kam Ka Bandar, Mare To Dharmendra song lyrics is written by Indeevar in the year 1993. It was sung by Govinda, Kumar Sanu, featuring Govinda, Chunky Pandey, Rageshwari, Ritu Shivpuri, Shilpa Shirodkar, Sadashiv Amrapurkar, Kader Khan, Dina Pathak, Shakti Kapoor, Raj Babbar, Gulshan Grove. The details of Bade Kam Ka Bandar, Mare To Dharmendra song lyrics are given below:

movie Movie: Aankhen

singer Singer: Govinda, Kumar Sanu

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Indeevar

music Music / Music Composer: Bappi Lahiri

artist Artists / Stars: Govinda, Chunky Pandey, Rageshwari, Ritu Shivpuri, Shilpa Shirodkar, Sadashiv Amrapurkar, Kader Khan, Dina Pathak, Shakti Kapoor, Raj Babbar, Gulshan Grove

music on Music On: Venus

year Year: 1993

Bade Kam Ka Bandar, Mare To Dharmendra lyrics from Aankhen

Aankhen Songs List