Chaand Sitare Phool aur Khushboo Lyrics

Chaand Sitare Phool aur Khushboo lyrics from Kaho Naa Pyaar Hai (2000) movie is penned by Saawan Kumar, sung by Kumar Sanu, music composed by Rajesh Roshan, starring Amisha Patel, Anupam Kher, Farida Jalal, Hrithik Roshan.




28 2

Song Lyrics

Chand sitaare phul aur khushbu 
chand sitaare phul aur khushbu ye to sare purane hai
taaza taaza kali khili hai ham uske deewane hai
are kali ghataye barkha saawan 
kali ghataye barkha saawan ye to sab afsaane hai
taaza taaza kali khili hai ham uske deewane hai

andaaz hai uske naye naye, naya naya deewanapan 
andaaz hai uske naye naye, naya naya deewanapan
pehna hai taaj jawani ka hans ke laut gaya bachpan
geet gazal sab kal ki baate 
geet gazal sab kal ki baate uske naye taraane hai
taaza taaza kali khili hai ham uske deewane hai

hai roop me itna saadapan to kitna sundar hoga man 
hai rup me itna saadapan to kitna sundar hoga man 
bin gehne aur singaar bina vo to lagti hai dulhan
kajal bindiya kangan jhumke
kajal bindiya kangan jhumke ye to guzre zamane hai
taaza taaza kali khili hai ham uske deewane hai

chand sitaare phul aur khushbu ye to sare purane hai
taaza taaza kali khili hai ham uske deewane hai
are kali ghataaye barkha saawan ye to sab afsane hai
taaza taaza kali khili hai ham uske deewane hai


Official Video Song



Song Details

The Chaand Sitare Phool aur Khushboo song lyrics is written by Saawan Kumar in the year 2000. It was sung by Kumar Sanu, featuring Amisha Patel, Anupam Kher, Farida Jalal, Hrithik Roshan. The details of Chaand Sitare Phool aur Khushboo song lyrics are given below:

movie Movie: Kaho Naa Pyaar Hai

singer Singer: Kumar Sanu

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Saawan Kumar

music Music / Music Composer: Rajesh Roshan

artist Artists / Stars: Amisha Patel, Anupam Kher, Farida Jalal, Hrithik Roshan

music on Music On:

year Year: 2000


Chaand Sitare Phool aur Khushboo lyrics from Kaho Naa Pyaar Hai

Kaho Naa Pyaar Hai Songs List

36
15
28
2
24
6
23
4
20
1
16
1
15
6