Tera Yaar Hoon Main Lyrics

Tera Yaar Hoon Main lyrics from Sonu Ke Titu Ki Sweety (2018) movie is penned by Rakesh Kumar (Kumaar), Rochak Kohli, sung by Arijit Singh, Rochak Kohli, music composed by Rochak Kohli, starring Kartik Aaryan, Nushrat Bharucha, Alok Nath.




28 8

Song Lyrics

Tu jo rootha toh kaun hansega
Tu jo chhoota toh kaun rahega
Tu chup hai toh yeh darr lagta hai
Apna mujhko ko ab kaun kahega

Tu hi wajah…
Tere bina bewajah bekar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main

Aaja ladein phir khilono ke liye
Tu jeete main haar jaaun
Aaja karein phir wohi shararatein
Tu bhaage main maar khaaun

Meethi si woh gaali teri
Sun’ne ko taiyaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon…

Sajna de rang rangaaiyan ve
Sagna diyan sehnaiyan ve
Dhol wajange yaar nachange
Lakh lakh deo badhaiyan ve

Khusiyan ‘ch nachda main phiraan
Hanjuan ton bachda main phiraan…

O jaate nahi kahin rishte puraane
Kisi naye ke aa jaane se
Jaata hoon main toh mujhe tu jaane de
Kyun pareshan hai mere jaane se…

Toota hai toh juda hai kyun
Meri taraf tu muda hai kyun
Haq nahi tu yeh kahe ki yaar ab hum na rahe

Ek teri yaari ka hi
Saaton janam haqdaar hoon main
Tera yaar hoon main…

Tera yaar hoon main…
Tera yaar hoon main…

Tera yaar hoon main…


Official Video Song



Song Details

The Tera Yaar Hoon Main song lyrics is written by Rakesh Kumar (Kumaar), Rochak Kohli in the year 2018. It was sung by Arijit Singh, Rochak Kohli, featuring Kartik Aaryan, Nushrat Bharucha, Alok Nath. The details of Tera Yaar Hoon Main song lyrics are given below:

movie Movie: Sonu Ke Titu Ki Sweety

singer Singer: Arijit Singh, Rochak Kohli

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Rakesh Kumar (Kumaar), Rochak Kohli

music Music / Music Composer: Rochak Kohli

artist Artists / Stars: Kartik Aaryan, Nushrat Bharucha, Alok Nath

music on Music On: T-Series

year Year: 2018


Tera Yaar Hoon Main lyrics from Sonu Ke Titu Ki Sweety

Sonu Ke Titu Ki Sweety Songs List

40
21
28
8
21
7
16
8
11
6
9
5
6
8