Mashuka Mashuka Main Aisi Mashuka Lyrics

Mashuka Mashuka Main Aisi Mashuka lyrics from Aaj Ka Arjun (1990) movie is penned by Anjaan, sung by Alka Yagnik, Amrish Puri, Bappi Lahiri, music composed by Bappi Lahiri, starring Jaya Prada.




6 4

Song Lyrics

Mashuka mashuka
mashuka aa aa aa aa aa
mashuka aa aa aa aa aa
mashuka aa aa aa aa aa, mashuka
marhaba marhaba, marhaba marhaba
mashuka mashuka main aisi mashuka (x2)
mashuka mashuka main aisi mashuka
main dil jo du toh jaan le lu
main dil jo du toh jaan le lu

har najar mujhpe aashiq saudaayi din mere saare
cheen le dil mera jo, aisa na koi mila re
main dil le lu par dil na du, main dil jo du toh jaan le lu
mashuka mashuka main aisi mashuka
mashuka mashuka main aisi mashuka

dilruba mere jaisi dono jahan me nahi hai
jhumke jab main nachu, nachti yeh zameen hai
main dil le ke, dil se khelu, main dil jo du toh jaan le lu
mashuka mashuka main aisi mashuka
mashuka mashuka main aisi mashuka

marhaba, marhaba
hasino ke liye shayar purane sach hi kehate hai
yeh jiski jaan lete hai, usike dil mein rehate hai
jaan le ne ka agar hai shauk itna janeman
jaan dene ki ada bhi sikhale ai gulbadan
jaan dene ki ada kya husn ki sikhlaoge
husn ko chedoge toh khud khak mein mil jaoge
achha ha ha ha
haskar hasino ki aise hasi jo udaoge
ud jayenge hosh toh hosh mein phir na aaoge, aa aa aa
mere nashe mein yahan umra bhar ladkhadaoge
dekhoge mudkar jidhar toh udhar mujhko paoge, aa aa aa
tu jaane na haan main kya hoon, main dil jo du toh jaan le lu
mashuka mashuka main aisi mashuka, marhaba
mashuka mashuka main aisi mashuka, marhaba
mashuka, mashuka, mashuka, mashuka


Official Video Song



Song Details

The Mashuka Mashuka Main Aisi Mashuka song lyrics is written by Anjaan in the year 1990. It was sung by Alka Yagnik, Amrish Puri, Bappi Lahiri, featuring Jaya Prada. The details of Mashuka Mashuka Main Aisi Mashuka song lyrics are given below:

movie Movie: Aaj Ka Arjun

singer Singer: Alka Yagnik, Amrish Puri, Bappi Lahiri

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Anjaan

music Music / Music Composer: Bappi Lahiri

artist Artists / Stars: Jaya Prada

music on Music On: Venus

year Year: 1990


Mashuka Mashuka Main Aisi Mashuka lyrics from Aaj Ka Arjun

Aaj Ka Arjun Songs List

9
6
7
4
6
4
3
4
1
7