Meherbaan Lyrics

Meherbaan lyrics from Sarbjit (2016) movie is penned by A M Turaz, sung by Sukhwinder Singh, Shailhada, Munnawar Masoom, music composed by Shail-pritesh, starring Randeep Hooda, Aishwarya Rai Bachchan, Richa Chadda.




9 0

Song Lyrics

Sar se sajda toh sab karte hai
Hum dilko jhuka kar jayenge
Rootha mukkaddar tere hi dar se
Aaj manakar jaayenge

Hum jo aaye bulaya hai tune
Tera shukriya
Toh phir karde khatam
Yeh jo sarhad hai
Humare darmiyaan

[Meharbaan meharbaan
Meharbaan
Meharbaan meharbaan
Meharbaan] (x3)
 
Aaj yeh thaani hai
Haan ji haan maine
Aaj yeh thaani hai

Ho tere dar pe baha doon
Aankh mein jitna mere paani hai
Ghamkhaar tujhsa nahi hai
Dekhli karke nadaniyaan

Barson ke qaid lamhon mein tu
Bana toh hai azadiyaan

Meri fitratein hai gunaah karna
Teri aadat hai maaf karna

[Meharbaan meharbaan
Meharbaan
Meharbaan meharbaan
Meharbaan] (x3)

Ik numaan sa chala hai mujhme
Teri khushbu mein mehka hoon main

Sargoshiyaan si mujhme khuyi hai
Parindo ki tarah chehka hoon main

Sab aar paar dikhne laga hai
Main ban gaya mera aaina
Khud ka hi khudse yun ho gaya
Hai har mod pe saamna

Tere karam se mile sanam se
Khushiyaan kadmon tale
Bichi padi hai

[Meharbaan meharbaan
Meharbaan
Meharbaan meharbaan
Meharbaan] (x3)

Meharbaan meharbaan meharbaan..
Meharbaan meharbaan meharbaan..
Meharbaan meharbaan meharbaan..
Meharbaan meharbaan meharbaan..

Meharbaan meharbaan
Meharbaan
Meharbaan meharbaan
Meharbaan
Meharbaan meharbaan
Meharbaan..


Official Video Song



Song Details

The Meherbaan song lyrics is written by A M Turaz in the year 2016. It was sung by Sukhwinder Singh, Shailhada, Munnawar Masoom, featuring Randeep Hooda, Aishwarya Rai Bachchan, Richa Chadda. The details of Meherbaan song lyrics are given below:

movie Movie: Sarbjit

singer Singer: Sukhwinder Singh, Shailhada, Munnawar Masoom

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: A M Turaz

music Music / Music Composer: Shail-pritesh

artist Artists / Stars: Randeep Hooda, Aishwarya Rai Bachchan, Richa Chadda

music on Music On: T-Series

year Year: 2016


Meherbaan lyrics from Sarbjit

Sarbjit Songs List

18
3
12
3
11
3
9
0
9
1
8
2
7
2
7
0
5
0