Jhanda Uncha Rahe Hamara Lyrics

Jhanda Uncha Rahe Hamara lyrics from Farishtay (1991) movie is penned by Shyamlal Gupta Parshad, sung by Shabbir Kumar, music composed by Bappi Lahiri, starring Swapna, Sridevi, Rajinikanth.




222 101

Song Lyrics

vijayi vishw tiranga pyara
jhanda uncha rahe hamara

sada shakti sarsane wala
prem sudha barsane wala
viro ko harshane wala
matrbhumi ka tan-man sara
jhanda uncha rahe…

swatantrta ke bhishan ran me
rakh kar josh badhe kshan kshan me
kanpe shatru dekh kar man me
mit jawe bhay sankat sara
jhanda uncha rahe…

is jhande ke niche nirbhay
ho swaraj janta ka nishchay
bolo bharat mata ki jay
swatantrta hi dhyey hamara
jhanda uncha rahe…

shan na is ki jane paye
chahe jan bhale hi jaye
vishw vijay kar ke dikhalaye
tab howe pran purn hamara
jhanda uncha rahe…


Official Video Song



Song Details

The Jhanda Uncha Rahe Hamara song lyrics is written by Shyamlal Gupta Parshad in the year 1991. It was sung by Shabbir Kumar, featuring Swapna, Sridevi, Rajinikanth. The details of Jhanda Uncha Rahe Hamara song lyrics are given below:

movie Movie: Farishtay

singer Singer: Shabbir Kumar

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Shyamlal Gupta Parshad

music Music / Music Composer: Bappi Lahiri

artist Artists / Stars: Swapna, Sridevi, Rajinikanth

music on Music On: HMV

year Year: 1991


Jhanda Uncha Rahe Hamara lyrics from Farishtay

Farishtay Songs List

32
18
27
9
27
7
24
8
23
10
20
8