Maut Se Kya Darna Use To Aana Hai Lyrics

Maut Se Kya Darna Use To Aana Hai lyrics from Patthar Ke Phool (1991) movie is penned by Dev Kohli, sung by S P Balasubramaniam, music composed by Ram Laxman, starring Salman Khan.




8 3

Song Lyrics

maut se kya darna kya darna kya darna
maut se kya darna use to aana hai
do din ki hai zindagi 
hume apna farz nibhana hai
do din ki hai zindagi 
hume apna farz nibhana hai
maut se kya darna use to aana hai
do din ki hai zindagi 
hume apna farz nibhana hai
do din ki hai zindagi 
hume apna farz nibhana hai
maut se kya darna kya darna kya darna

sawan bhado basant patjhad 
rituye aani jani hai
kasme wade pyar wafa ki
rasme badi purani hai
sawan bhado basant patjhad 
rituye aani jani hai
kasme wade pyar wafa ki
rasme badi purani hai
rasme badi purani hai
kya jina kya marna dil diwana hai
do din ki hai zindagi 
hume apna farz nibhana hai
do din ki hai zindagi 
hume apna farz nibhana hai
maut se kya darna kya darna kya darna

aaj mujhe kuch aur nahi 
bas tumse itna kahna hai
tum mere ho mere liye hi
tumhe salamat rahna hai
aaj mujhe kuch aur nahi 
bas tumse itna kahna hai
tum mere ho mere liye hi
tumhe salamat rahna hai
tumhe salamat rahna hai
mar jaungi barna maut bhana hai
do din ki hai zindagi 
hume apna farz nibhana hai
do din ki hai zindagi 
hume apna farz nibhana hai
maut se kya darna kya darna kya darna

dil kitna najak hai mera 
dekho ye dil tute na
sath jiyenge sath marenge 
sath hmara chhute na
sath hmara chhute na
dil me dhiraj dharna hmne jana hai
do din ki hai zindagi 
hume apna farz nibhana hai
maut se kya darna kya darna kya darna


Official Video Song



Song Details

The Maut Se Kya Darna Use To Aana Hai song lyrics is written by Dev Kohli in the year 1991. It was sung by S P Balasubramaniam, featuring Salman Khan. The details of Maut Se Kya Darna Use To Aana Hai song lyrics are given below:

movie Movie: Patthar Ke Phool

singer Singer: S P Balasubramaniam

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Dev Kohli

music Music / Music Composer: Ram Laxman

artist Artists / Stars: Salman Khan

music on Music On: Tips

year Year: 1991


Maut Se Kya Darna Use To Aana Hai lyrics from Patthar Ke Phool

Patthar Ke Phool Songs List