Aaj Ki Awaaz Lyrics

Aaj Ki Awaaz lyrics from Aaj Ki Awaz (1984) movie is penned by Hasan Kamaal, sung by Mahendra Kapoor, music composed by Ravi, starring Raj Babbar, Smita Patil, Nana Patekar, Roshni, Dheeraj Kumar, Shafi Inamdaar, Om Shiv Puri, Vijay Arora, Aroon Bakshi.




7 5

Song Lyrics

[aaj ki aawaz 
aaj ki aawaz jaag aye insaan
waqt kahta hai waqt ko pahchan] (x2)

zindagi kitni behifazat hai
kal bhi aayega kya jamanat hai
din pareshan hai rat hai hairaan
waqt kehta hai waqt ko pehchaan
aaj ki aawaz

dar ke saye me agar jawan hongi
ye nayi nashle kal kaha hongi
hosh me aa ja ab to aye nadan
waqt kahta hai waqt ko pahchan
aaj ki aawaz

kya nagar hai ye kaisi basti hai
yahan to mitti se jan sasti hai
zindagi mushkil maut hai asan
waqt kahta hai waqt ko pahchan
aaj ki aawaz

dekh ghar aangan lut nahi jaye
pyar ke rishte chut nahi jaye
kal bechane ka aaj hi kar dhyan
waqt kahta hai waqt ko pahchan
aaj ki aawaz jag aye insan
waqt kahta hai waqt ko pahchan
aaj ki aawaz


Official Video Song



Song Details

The Aaj Ki Awaaz song lyrics is written by Hasan Kamaal in the year 1984. It was sung by Mahendra Kapoor, featuring Raj Babbar, Smita Patil, Nana Patekar, Roshni, Dheeraj Kumar, Shafi Inamdaar, Om Shiv Puri, Vijay Arora, Aroon Bakshi. The details of Aaj Ki Awaaz song lyrics are given below:

movie Movie: Aaj Ki Awaz

singer Singer: Mahendra Kapoor

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Hasan Kamaal

music Music / Music Composer: Ravi

artist Artists / Stars: Raj Babbar, Smita Patil, Nana Patekar, Roshni, Dheeraj Kumar, Shafi Inamdaar, Om Shiv Puri, Vijay Arora, Aroon Bakshi

music on Music On: Zee Music

year Year: 1984


Aaj Ki Awaaz lyrics from Aaj Ki Awaz

Aaj Ki Awaz Songs List

5
4
4
5
3
3
2
4
1
4