Do Din Ki Bahaar Pyare Lyrics

Do Din Ki Bahaar Pyare lyrics from Dulari (1949) movie is penned by Shakeel Badayuni, sung by Lata Mangeshkar, music composed by Naushad, starring Suresh, Madhubala, Geeta Bali.




2 2

Song Lyrics

[Do din ki bahaar pyar dil mein basa le pyar
Dil mein basa le pyar
Do din ki bahaar do din ki
Do din ki bahaar do din ki] (x2)
Aha aha ha ha ha

Do din ki bahaar pyar dil mein basa le pyar
Dil mein basa le pyar
Do din ki bahaar do din ki
Do din ki bahaar do din ki
Dil mein basa le pyar balmaa, dil mein basa le pyaar
Basa le pyaar basa le pyaar
Dil mein basa le pyar balmaa, dil mein basa le pyaar
Do din ki bahar pyare, do din ki bahar

Dekho yeh rut phir naa aayegi
Dil ko naa tadpaayegi
Payal ki jhankaar pyare, do din ki bahaar

Bhed jiya ke chhaila, bhed jiya ke chhaila
Kaise kahu, babu kase kahu
Haaye o rasiya kaise kahu, hoye kaise kahu
Haaye o rasiya kaise kahu, hoye kaise kahu
Re babu kaise kahu, re chhaila kase kahu
bhed jiya ke chhaila, bhed jiya ke chhaila 

Mere hoton par jo gaana hai
Har dil kaa afsaana hai
sun lo zara sarkaar pyare, do din ki bahar

Geet anokhe gaaun, Geet anokhe gaaun
Tere liye, o sajan tere liye
Haaye o balam tere liye, hoye tere liye
Re babu tere liye, re chhaila tere liye

Mere sang sang tu bhi gaata jaa
dil ka saaz bajata jaa
dekh naa kar inkaar pyare, do din ki bahaar
dil mein basa le pyaar, baalma dil mein basa le pyar


Official Video Song



Song Details

The Do Din Ki Bahaar Pyare song lyrics is written by Shakeel Badayuni in the year 1949. It was sung by Lata Mangeshkar, featuring Suresh, Madhubala, Geeta Bali. The details of Do Din Ki Bahaar Pyare song lyrics are given below:

movie Movie: Dulari

singer Singer: Lata Mangeshkar

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Shakeel Badayuni

music Music / Music Composer: Naushad

artist Artists / Stars: Suresh, Madhubala, Geeta Bali

music on Music On:

year Year: 1949


Do Din Ki Bahaar Pyare lyrics from Dulari

Dulari Songs List

9
2
8
2
8
4
6
4
3
0
3
2
3
0
3
2
2
2
2
3
1
2