Pyar Ke Jahaan Ke Lyrics

Pyar Ke Jahaan Ke lyrics from Patanga (1949) movie is penned by Rajinder Krishan, sung by Lata Mangeshkar, Shamshad Begum, music composed by Chitalkar Ramchandra, starring Nigar Sultana, Yakub, Gope.




3 5

Song Lyrics

Pyar ke jahaan ki nirali sarkar hai
Nirali sarkaar hai
Mohabbat ke thaane mein mohabbat ke thaane mein
Ye dil thaanedaar hai yeh dil hawaldaar hai
Ye dil chaukidaar hai
Pyaar ke jahaan ki nirali sarkaar hai
Nirali sarkaar hai
Mohabbat ke thaane mein mohabbat ke thaane mein
Ye dil thaanedaar hai yeh dil hawaldaar hai
Ye dil chaukidaar hai

[Anokhi kachehri hai yeh anokha kaanoon hai
Mohabbat ki arzi ka naya majmun hai] (x2)
Aankhon ka dekhna ho aankhon ka dekhna
Nazaaron kaa taar hai ji nazaron ke thaane mein
Yeh dilo thaanedaar hai yeh dil hawaldaar hai
Yeh dil chaukidaar hai
Pyar ke jahaan ki niraali sarkaar hai
Nirali sarkaar hai
Mohabbat ke thaane mein mohabbat ke thaane mein
Yeh dil thaanedaar hai yeh dil hawaldaar hai
Yeh dil chaukidaar hai

Pyaar ke school mein ek hi class hai
Ek hi class hai ji ek hi class hai
[Laakhon ummidwaar koi koi pass hai] (x2)
Mushkil sabak hai yeh mushkil sabak hai yeh
Par majedaar hai ji par majedaar hai
Mohabbat ke thaane mein mohabbat ke thaane mein
Yeh dil thaanedaar hai yeh dil hawaldaar hai
Yeh dil chaukidaar hai
Pyar ke jahaan ki niraali sarkaar hai
Nirali sarkaar hai
Mohabbat ke thaane mein mohabbat ke thaane mein
Yeh dil thaanedaar hai yeh dil hawaldaar hai
Yeh dil chaukidaar hai

[Pyar kiya jisne woh pyaar hi mein kho gaya
Itna samajh lo ek bekar ho gaya] (x2)
Uske liye toh uske liye toh
Har din itwaar hai ji har din itwaar hai
Mohabbat ke thaane mein mohabbat ke thaane mein
Yeh dil thaanedaar hai yeh dil hawaldaar hai
Yeh dil chaukidaar hai
Pyar ke jahaan ki niraali sarkaar hai
Nirali sarkaar hai
Mohabbat ke thaane mein mohabbat ke thaane mein
Yeh dil thaanedaar hai yeh dil hawaldaar hai
Yeh dil chaukidaar hai


Official Video Song



Song Details

The Pyar Ke Jahaan Ke song lyrics is written by Rajinder Krishan in the year 1949. It was sung by Lata Mangeshkar, Shamshad Begum, featuring Nigar Sultana, Yakub, Gope. The details of Pyar Ke Jahaan Ke song lyrics are given below:

movie Movie: Patanga

singer Singer: Lata Mangeshkar, Shamshad Begum

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Rajinder Krishan

music Music / Music Composer: Chitalkar Ramchandra

artist Artists / Stars: Nigar Sultana, Yakub, Gope

music on Music On:

year Year: 1949


Pyar Ke Jahaan Ke lyrics from Patanga

Patanga Songs List

11
7
8
3
8
1
5
6
5
3
4
3
4
3
3
5
3
4
3
4