Woh Pass Rahe Yaa Door Lyrics

Woh Pass Rahe Yaa Door lyrics from Bari Behen (1949) movie is penned by Qamar Jalalabadi, sung by Suraiya, music composed by Husnlal Bhagatram, starring Suraiya, Rehman.




1 1

Song Lyrics

[Wo pass rahe yaa door rahe nazaaro mein samaaye rehte hai
Itna to bata de koi hame kya pyar isi ko kehte hai] (x2)

Choti si baat mohabbat ki chhoti si baat mohabbat ki
Aur wo bhi kahi nahi jaati
Kuchh vo sharmaaye rehte hai kuchh ham sharmaaye rehte hai
Wo pass rahe yaa dur rahe nazaaron mein samaaye rehte hai
Itna to bata de koi hame kya pyar isi ko kehte hai
 
Milne ki ghadiyaan chhoti hai milne ki ghadiyaan chhoti hai]
Aur raat judaai ki lambi
Jab saari duniya soti hai ham taare ginte rehte hai
Wo pass rahe yaa dur rahe nazaaron mein samaaye rehte hai
Itna to bata de koi hame kya pyar isi ko kehte hai










Official Video Song



Song Details

The Woh Pass Rahe Yaa Door song lyrics is written by Qamar Jalalabadi in the year 1949. It was sung by Suraiya, featuring Suraiya, Rehman. The details of Woh Pass Rahe Yaa Door song lyrics are given below:

movie Movie: Bari Behen

singer Singer: Suraiya

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Qamar Jalalabadi

music Music / Music Composer: Husnlal Bhagatram

artist Artists / Stars: Suraiya, Rehman

music on Music On:

year Year: 1949


Woh Pass Rahe Yaa Door lyrics from Bari Behen

Bari Behen Songs List

5
0
2
3
1
1
1
2
0
2
0
0
0
0