Sunaaun Kya Main Lyrics

Sunaaun Kya Main lyrics from Andaz (1949) movie is penned by Majrooh Sultanpuri, sung by Mukesh, music composed by Naushad, starring Dilip Kumar, Nargis, Raj Kapoor.




4 0

Song Lyrics

Sunaaun kya main gham apna zubaan tak laa nahi sakta
Jo gaana chahta hai dil wohi main gaa nahi sakta
Wohi main gaa nahi sakta
Sunaaun kya

Mile hai gair se hans kar woh mere saamne haaye
Woh mere saamne haaye
Lagi hai thes woh dil par ke main batlaa nahi sakta
Ki main batlaa nahi sakta 

Sunaaun kya main gham apna zubaan tak laa nahi sakta
Sunaaun kya

Meri hasrat bhari nazron ko jab tak jo nahi samjhaa
Use main dard-e-dil apna kabhi samjha nahi sakta
Kabhi samjha nahi sakta

Sunaaun kya main gham apna zubaan tak laa nahi sakta
Sunaaun kya

Siwaa tere bahut hai husn waale bhi zamaane mein
Husn waale bhi zamaane mein
Magar mushkil yeh hai ab dil kisi par aa nahi sakta
Kisi par aa nahi sakta

Sunaaun kya main gham apna zubaan tak laa nahi sakta
Sunaaun kya



Official Video Song



Song Details

The Sunaaun Kya Main song lyrics is written by Majrooh Sultanpuri in the year 1949. It was sung by Mukesh, featuring Dilip Kumar, Nargis, Raj Kapoor. The details of Sunaaun Kya Main song lyrics are given below:

movie Movie: Andaz

singer Singer: Mukesh

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Majrooh Sultanpuri

music Music / Music Composer: Naushad

artist Artists / Stars: Dilip Kumar, Nargis, Raj Kapoor

music on Music On:

year Year: 1949


Sunaaun Kya Main lyrics from Andaz

Andaz Songs List

9
4
9
0
7
3
5
2
5
2
5
0
4
0
4
0
4
1
2
0