Aayi Ajal Aye Zindagi Lyrics

Aayi Ajal Aye Zindagi lyrics from Elan (1947) movie is penned by Zia Sarhadi, sung by Amirbai Karnataki, music composed by Naushad, starring Surendra, Munawar Sultana, Zebunisa, Himalaya.




3 2

Song Lyrics

Haa
Aayi ajal aye zindagi
Gham ka zamana tal gaya
Ab kya girengi bijliyaan
Jab aashiyaan hi jal gaya

Aa o shabe gham aaye jaa
Saare jahaan par chhaye jaa
Ab tu hi tu reh jaayegi
Ab kal naa hairaangi aayegi
Woh din jo dushman the tera
Woh zindagi ka din mera
Woh din hamesha ke liye
Haan din wahi din bhar gaya

Gham ka zamana tal gaya

Iss umar ka aawarapan
Iss umar ka aakhiripan
Ek jhuth ka darbaar hai
Batilapan jaahilpan
[Yeh zindagi kuch bhi nahi] (x2)
Naatak ka jhutha khel hai
Jab tak chala so chal gaya
Gham ka zamana tal gaya

Haa

Aayi ajal aayi zindagi
Gham ka zamana tal gaya
Ab kya girengi bijliyaan
Jab aashiyaan hi jal gaya


Official Video Song



Song Details

The Aayi Ajal Aye Zindagi song lyrics is written by Zia Sarhadi in the year 1947. It was sung by Amirbai Karnataki, featuring Surendra, Munawar Sultana, Zebunisa, Himalaya. The details of Aayi Ajal Aye Zindagi song lyrics are given below:

movie Movie: Elan

singer Singer: Amirbai Karnataki

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Zia Sarhadi

music Music / Music Composer: Naushad

artist Artists / Stars: Surendra, Munawar Sultana, Zebunisa, Himalaya

music on Music On:

year Year: 1947


Aayi Ajal Aye Zindagi lyrics from Elan

Elan Songs List

7
1
3
2
3
1
3
2
3
1
2
2
2
2
2
1
2
2
2
1