Mori Chham Chham Baje Payaliya Lyrics

Mori Chham Chham Baje Payaliya lyrics from Ghunghat (1960) movie is penned by Shakeel Badayuni, sung by Lata Mangeshkar, music composed by Ravi, starring Bina Roy.




7 7

Song Lyrics

mori chham-chham baje payaliya
mori chham-chham baje payaliya
aaj mile hai more sanwariya
aaj mile hai more sanwariya
mori chham-chham baje payaliya
mori chham-chham baje payaliya

badi muddat me dil ke sahare mile
aaj dube huo ko kinare mile
badi muddat me dil ke sahare mile
aaj dube huo ko kinare mile
kabhi muskaye mann, kabhi sharmaye mann
kabhi naino ki chhalake gagariya
mori chham-chham baje payaliya
mori chham-chham baje payaliya

chand-taaro ke gehne pehna do mujhe 
koyi aa ke dulhaniya bana do mujhe
chand-taaro ke gehne pehna do mujhe 
koyi aa ke dulhaniya bana do mujhe
nahi bas me jiya, kaisa jadu kiya
piya aaj hui re mai toh bawariya
mori chham-chham baje payaliya
mori chham-chham baje payaliya
aaj mile hai more sanwariya
mori chham-chham baje payaliya
mori chham-chham baje payaliya


Official Video Song



Song Details

The Mori Chham Chham Baje Payaliya song lyrics is written by Shakeel Badayuni in the year 1960. It was sung by Lata Mangeshkar, featuring Bina Roy. The details of Mori Chham Chham Baje Payaliya song lyrics are given below:

movie Movie: Ghunghat

singer Singer: Lata Mangeshkar

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Shakeel Badayuni

music Music / Music Composer: Ravi

artist Artists / Stars: Bina Roy

music on Music On:

year Year: 1960


Mori Chham Chham Baje Payaliya lyrics from Ghunghat

Ghunghat Songs List