Sharmaa Ke Ye Kyo Sab Pardanashin Lyrics

Sharmaa Ke Ye Kyo Sab Pardanashin lyrics from Chaudhvin Ka Chand (1960) movie is penned by Shakeel Badayuni, sung by Asha Bhosle, Shamshad Begum, music composed by Ravi, starring Guru Dutt, Rehman, Waheeda Rehman.

2 2

Song Lyrics

sharma ke ye kyun sab pardanashi, sharma ke ye kyun sab pardanashi 
aanchal ko savara karta hai
sharma ke ye kyun sab pardanashi aanchal ko savara karta hai

aanchal ko savara karta hai, aanchal ko savara karta hai
kuchh aise nazarwale bhi hai jo chup chup ke nazara karte hai
kuchh aise nazarwale bhi hai jo chup chup ke nazara karte hai
sharma ke ye kyun sab pardanashi aanchal ko savara karta hai

betab nigaaho se kah do jalawo se ulajhna thik nahi
jalawo se ulajhna thik nahi, jalawo se ulajhna thik nahi

jalawo se ulajhna thik nahi
aana sambhal ke pardanashino ke saamne
jhukti hai zindagi bhi hasino ke saamne
mahfil me husn ki jo gaya shaan se gaya
jisne nazar milayi wahi jaan se gaya 
betab nigaaho se kah do jalawo se ulajhna thik nahi
jalawo se ulajhna thik nahi, jalawo se ulajhna thik nahi
ye naaz-o-ada ke matwala bemaut bhi maara karte hai
ye naaz-o-ada ke matwala bemaut bhi maara karte hai
sharma ke ye kyun sab pardanashi aanchal ko savara karta hai

koi na hasino ko puchhe duniya me na ho gar dilwale
duniya me na ho gar dilwale, duniya me na ho gar dilwale

duniya me na ho gar dilwale
nazare jo na hoti to nazaara bhi na hota
duniya me hasino ka guzaara bhi na hota
nazaro ne sikhayi inhe shokhi bhi haya bhi
nazaro ne banaya hai inhe khud bhi khuda bhi
koi na hasino ko puchhe duniya me na ho gar dilwale
duniya me na ho gar dilwale, duniya me na ho gar dilwale
ye husn ki izzat rakhne ko har zulm gawara karte hai 
ye husn ki izzat rakhne ko har zulm gawara karte hai 
kuchh aise nazarwale bhi hai jo chup chup ke nazara karte hai

chhede na mohabbat ke maare in chaand si surat walo ko
in chaand si surat walo ko, in chaand si surat walo ko

in chaand si surat walo ko
arz kar do ye nuktaachino se ki rahe dur nazanino se
agar ye khush ho to ulfat ka ahtaram kare
agar zara bhi khafa ho to katl-e-aam kare
chhede na mohabbat ke maare in chaand si surat walo ko
in chaand si surat walo ko, in chaand si surat walo ko
ye shokh nazar ke khanzar bhi seene me utara karte hai
ye shokh nazar ke khanzar bhi seene me utara karte hai
sharma ke ye kyun sab pardanashi aanchal ko savara karta hai

Official Video Song

Song Details

The Sharmaa Ke Ye Kyo Sab Pardanashin song lyrics is written by Shakeel Badayuni in the year 1960. It was sung by Asha Bhosle, Shamshad Begum, featuring Guru Dutt, Rehman, Waheeda Rehman. The details of Sharmaa Ke Ye Kyo Sab Pardanashin song lyrics are given below:

movie Movie: Chaudhvin Ka Chand

singer Singer: Asha Bhosle, Shamshad Begum

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Shakeel Badayuni

music Music / Music Composer: Ravi

artist Artists / Stars: Guru Dutt, Rehman, Waheeda Rehman

music on Music On:

year Year: 1960

Sharmaa Ke Ye Kyo Sab Pardanashin lyrics from Chaudhvin Ka Chand

Chaudhvin Ka Chand Songs List

14
4
10
2
9
2
8
2
3
4
2
2
1
2
1
2
1
2