Ye Kaisa Nyaaye Tera Lyrics

Ye Kaisa Nyaaye Tera lyrics from Chhoti Bahen (1959) movie is penned by Shailendra, sung by Lata Mangeshkar, music composed by Shankar Jaikishan, starring Balraj Sahni, Nanda, Rehman, Shyama.




2 3

Song Lyrics

ye kaisa nyaaye tera dipak tale andhera
ye kaisa nyaaye tera dipak tale andhera
kisi ko di nigah rah chhin li
kisi ko rah di nigah chhin li
kisi ko di nigah rah chhin li
kisi ko rah di nigah chhin li
ye kaisa nyaaye tera dipak tale andhera
ye kaisa nyaaye tera dipak tale andhera

takdir hamse ruthi apne hue paraye
takdir hamse ruthi apne hue paraye
jane kaha chale hai jane kaha se aaye
charo taraf andhera barbadiyo ne ghera
kisi ko di nigah rah chhin li
kisi ko rah di nigah chhin li
ye kaisa nyaaye tera dipak tale andhera
ye kaisa nyaaye tera dipak tale andhera

hamne na haye jana sukh chain kya khushi kya
hamne na haye jana sukh chain kya khushi kya
hai rat umar bhar ki andho ki jindagi kya
dil puchta hai mera hai kaun ye lutera
kisi ko di nigah rah chhin li
kisi ko rah di nigah chhin li
ye kaisa nyaaye tera dipak tale andhera
ye kaisa nyaaye tera dipak tale andhera


Official Video Song



Song Details

The Ye Kaisa Nyaaye Tera song lyrics is written by Shailendra in the year 1959. It was sung by Lata Mangeshkar, featuring Balraj Sahni, Nanda, Rehman, Shyama. The details of Ye Kaisa Nyaaye Tera song lyrics are given below:

movie Movie: Chhoti Bahen

singer Singer: Lata Mangeshkar

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Shailendra

music Music / Music Composer: Shankar Jaikishan

artist Artists / Stars: Balraj Sahni, Nanda, Rehman, Shyama

music on Music On: HMV

year Year: 1959


Ye Kaisa Nyaaye Tera lyrics from Chhoti Bahen

Chhoti Bahen Songs List

10
3
6
2
5
2
2
2
2
2
2
2
2
3
2
2