Saajan Saajan Teri Dulhan Lyrics

Saajan Saajan Teri Dulhan lyrics from Aarzoo (1999) movie is penned by Anand Bakshi, sung by Alka Yagnik, music composed by Anu Malik, starring Madhuri Dixit.




26 6

Song Lyrics

chandni rat, taaro ki barat hai
dil ki mehfil sajane me kya der hai kya der hai 
dhadkane dil ki shehnaiya ban gayi
ab toh saajan ke aane me kya der hai kya der hai 

meri zindagi mera pyar yad aa raha hai
aanewala hai jo, woh yad aa raha hai
[saajan saajan teri dulhan tujhko pukare aaja
aakar mere hatho me mehndi tu hi racha jaa]
aa ja, aa ja, aa ja

payal kajal kangan daman sare tujhe bulaye
aa ja sajan aa ja tere apne tujhe bulaye
aa ja, aa ja, sajan aa ja
mere mehbub, mere hamsafar tujhko kya pata
hai tujhe kya khabar, ehsan tere kitne hai mujhpar
rab pe yakeen hai jitna, utna hai tujhpar
aa ja, aa ja, aa ja

mera mehbub mera sanam aa raha hai
ham toh mar hi chuke the, phir janam aa raha hai
sajan sajan teri dulhan tujhko pukare aa ja
aakar mere hatho me mehndi tu hi racha ja
aa ja, aa ja, aa ja

chunri meri rangeen hui hai tere rang se saajan
aakar rang de mera ang ang apne rang se saajan
aa ja aa ja sajan aa ja
tumse wafaye bahut main karungi
kasam teri ab yeh dil kisi ko na dungi
aa tujhe bata du, mere dil mein kya hai
dil lenewale tujhe jaan apni dungi
aa ja, aa ja, aa ja

dhadkane badh rahi hai, woh kareeb aa raha hai
khushnaseebi banke mera woh naseeb aa raha hai
sajan sajan teri dulhan tujhko pukare aa ja
aakar mere hatho mein mehndi tu hi racha ja
chandni rat, taro ki barat hai
dil ki mehfil sajne mein kya der hai kya der hai
dhadkane dil ki shehnaiya ban gayi
ab toh sajan ke aane me kya der hai kya der hai


Official Video Song



Song Details

The Saajan Saajan Teri Dulhan song lyrics is written by Anand Bakshi in the year 1999. It was sung by Alka Yagnik, featuring Madhuri Dixit. The details of Saajan Saajan Teri Dulhan song lyrics are given below:

movie Movie: Aarzoo

singer Singer: Alka Yagnik

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Anand Bakshi

music Music / Music Composer: Anu Malik

artist Artists / Stars: Madhuri Dixit

music on Music On: T-Series

year Year: 1999


Saajan Saajan Teri Dulhan lyrics from Aarzoo

Aarzoo Songs List

37
9
32
9
31
3
26
6
19
9
18
3
15
2