Antar Mantar Jantar Se Lyrics

Antar Mantar Jantar Se lyrics from Raj Hath (1956) movie is penned by Hasrat Jaipuri, sung by Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar, music composed by Shankar Jaikishan, starring Sohrab Modi, Madhubala, Pradeep Kumar.




1 0

Song Lyrics

antar mantar jantar se maidaan liyaa hai maar
antar mantar jantar se maidaan liyaa hai maar

jab aayaa darvaazaa pahala hamane use dhakela
khulte hi darvaazaa dekhaa ujiyaro ka mela
raste me ek burzi dekhi dhokhaa dekhe vaali
raste me ek burzi dekhi dhokhaa dekhe vaali
us burzi ke paas gai to saamane dekhi jaali
antar mantar jantar se 
chhod  ke burzi badhe aage ham bhi the hushiyaar
hath mei hai takdir ka naksha ho gya beda paar
antar mantar jantar se 
antar mantar jantar se maidaan liyaa hai maar
antar mantar jantar se maidaan liyaa hai maar

jab dujaa darvaazaa aayaa us par dekhaa taalaa
akal ki chaabi laga ke hamne maze se kholaa talaaa
phir dekhe chaubaare jin par thaa andhiyaaraa
phir dekhe chaubaare jin par thaa andhiyaaraa
dur kahi par khidki chamki jyun badli me taaraa
antar mantar jantar se 
aashaao ke dip jalaae ham bhi ho gaye paar
hath mei hai takdir ka naksha ho gya beda paar
antar mantar jantar se 
antar mantar jantar se maidaan liyaa hai maar
antar mantar jantar se maidaan liyaa hai maar

gairo ke mahal me pahunche bhed churakar laay
sab darvaaze chor bane the choro se takaraay
chakkar ne sau chakkar daale phir bhi naa ghabaraay
jaise chal kar ham pahunche the vaise vaapas aay
antar mantar jantar se 
apni manzil jit ke aay naa maane ham haar
hath mei hai takdir ka naksha ho gya beda par
antar mantar jantar se 
antar mantar jantar se maidaan liyaa hai maar
antar mantar jantar se maidaan liyaa hai maar


Official Video Song



Song Details

The Antar Mantar Jantar Se song lyrics is written by Hasrat Jaipuri in the year 1956. It was sung by Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar, featuring Sohrab Modi, Madhubala, Pradeep Kumar. The details of Antar Mantar Jantar Se song lyrics are given below:

movie Movie: Raj Hath

singer Singer: Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Hasrat Jaipuri

music Music / Music Composer: Shankar Jaikishan

artist Artists / Stars: Sohrab Modi, Madhubala, Pradeep Kumar

music on Music On:

year Year: 1956


Antar Mantar Jantar Se lyrics from Raj Hath

Raj Hath Songs List