Aaja Aaja Nadiya Kinare Lyrics

Aaja Aaja Nadiya Kinare lyrics from Raj Hath (1956) movie is penned by Shailendra, sung by Lata Mangeshkar, music composed by Shankar Jaikishan, starring Pradeep Kumar, Madhubala.




0 0

Song Lyrics

aaja aaja nadiya kinare
taron ki chhaiya tohe kab se pukare
aaja aaja nadiya kinare
taron ki chhaiya tohe kab se pukare
aaja aaja nadiya kinare
taron ki chhaiya tohe kab se pukare

tere man ko man ka mit mila 
tere bhag se badh kar bhag nahi
tere man ko man ka mit mila 
tere bhag se badh kar bhag nahi
kal tak dar tha in aahon se 
kal tak dar tha in aahon se 
lag jae na jag me aag kahi
aaja aaja nadiya kinare
taron ki chhaiya tohe kab se pukare
aaja aaja nadiya kinare
taron ki chhaiya tohe kab se pukare

hans kar ye suhani raat kahe 
kal sham ke vaade pure kar
dil ne tere dukh dard sahe 
dil ne tere dukh dard sahe 
tu dil ke irade pure kar
aaja aaja nadiya kinare
taron ki chhaiya tohe kab se pukare
aaja aaja nadiya kinare
taron ki chhaiya tohe kab se pukare


Official Video Song



Song Details

The Aaja Aaja Nadiya Kinare song lyrics is written by Shailendra in the year 1956. It was sung by Lata Mangeshkar, featuring Pradeep Kumar, Madhubala. The details of Aaja Aaja Nadiya Kinare song lyrics are given below:

movie Movie: Raj Hath

singer Singer: Lata Mangeshkar

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Shailendra

music Music / Music Composer: Shankar Jaikishan

artist Artists / Stars: Pradeep Kumar, Madhubala

music on Music On:

year Year: 1956


Aaja Aaja Nadiya Kinare lyrics from Raj Hath

Raj Hath Songs List