Kar Gaya Mujhpe Jadu Lyrics

Kar Gaya Mujhpe Jadu lyrics from Basant Bahar (1956) movie is penned by Shailendra, sung by Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, music composed by Shankar Jaikishan, starring Kumkum, Bharat Bhushan.




4 2

Song Lyrics

kar gaya re 
kar gaya mujhpe jadu sawariya
kar gaya mujhpe jadu
yeh kya kiya re, gajab kiya re
chor ko samajhi mai sadhu sawariya
kar gaya mujhpe jadu
kar gaya re, kar gaya re 
kar gaya mujhpe jadu sawariya
kar gaya mujhpe jadu

bholi suratiya magar hain sayana
bholi suratiya magar hain sayana
sikhe koyi woh se daman bachana
sikhe koyi woh se daman bachana
wada kar ke mukar gaya
kar gaya re, kar gaya re 
kar gaya mujhpe jadu sawariya
kar gaya mujhpe jadu

tum jo kaho toh mai naam bata du
tum jo kaho toh mai naam bata du
patthar ki murat ke darshan kara du
patthar ki murat ke darshan kara du
jiske kadmo pe sar gaya
kar gaya re, kar gaya re
kar gaya mujhpe jadu sawariya
kar gaya mujhpe jadu

balam yeh sab hain tumhare hi karan
balam yeh sab hain tumhare hi karan
mehafil me nache tumhari pujaran
mehafil me nache tumhari pujaran
mat puchho dil kidhar gaya
kar gaya re, kar gaya re
kar gaya mujhpe jadu sawariya
kar gaya mujhpe jadu
yeh kya kiya re, gajab kiya re
chor ko samajhi mai sadhu sawariya
kar gaya mujhpe jadu


Official Video Song



Song Details

The Kar Gaya Mujhpe Jadu song lyrics is written by Shailendra in the year 1956. It was sung by Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, featuring Kumkum, Bharat Bhushan. The details of Kar Gaya Mujhpe Jadu song lyrics are given below:

movie Movie: Basant Bahar

singer Singer: Asha Bhosle, Lata Mangeshkar

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Shailendra

music Music / Music Composer: Shankar Jaikishan

artist Artists / Stars: Kumkum, Bharat Bhushan

music on Music On:

year Year: 1956


Kar Gaya Mujhpe Jadu lyrics from Basant Bahar

Basant Bahar Songs List

14
5
14
4
7
4
6
4
4
3
4
2
3
3
2
3