">
Kar Gaya Mujhpe Jadu lyrics from Basant Bahar(1956) movie is penned by Shailendra, sung by Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, music composed by Shankar Jaikishan, starring Kumkum, Bharat Bhushan.
2 2kar gaya re kar gaya mujhpe jadu sawariya kar gaya mujhpe jadu yeh kya kiya re, gajab kiya re chor ko samajhi mai sadhu sawariya kar gaya mujhpe jadu kar gaya re, kar gaya re kar gaya mujhpe jadu sawariya kar gaya mujhpe jadu bholi suratiya magar hain sayana bholi suratiya magar hain sayana sikhe koyi woh se daman bachana sikhe koyi woh se daman bachana wada kar ke mukar gaya kar gaya re, kar gaya re kar gaya mujhpe jadu sawariya kar gaya mujhpe jadu tum jo kaho toh mai naam bata du tum jo kaho toh mai naam bata du patthar ki murat ke darshan kara du patthar ki murat ke darshan kara du jiske kadmo pe sar gaya kar gaya re, kar gaya re kar gaya mujhpe jadu sawariya kar gaya mujhpe jadu balam yeh sab hain tumhare hi karan balam yeh sab hain tumhare hi karan mehafil me nache tumhari pujaran mehafil me nache tumhari pujaran mat puchho dil kidhar gaya kar gaya re, kar gaya re kar gaya mujhpe jadu sawariya kar gaya mujhpe jadu yeh kya kiya re, gajab kiya re chor ko samajhi mai sadhu sawariya kar gaya mujhpe jadu
Movie: Basant Bahar
Singer: Asha Bhosle, Lata Mangeshkar
Lyricist / Lyrics Writer: Shailendra
Music / Music Composer: Shankar Jaikishan
Artists / Stars: Kumkum, Bharat Bhushan
Music On:
Year: 1956