Dil Ki Umangein Hain Jawa Lyrics

Dil Ki Umangein Hain Jawa lyrics from Munimji (1955) movie is penned by Shailendra, sung by Hemant Kumar, Geeta Dutt, music composed by Sachin Dev Burman, starring Pran, Nalini Jaywant, Dev Anand.




3 0

Song Lyrics

dil ki umange hai jawa, rang me duba hai sama 
dil ki umange hai jawa, rang me duba hai sama 
maine tumhe jeet liya haar ke dono jaha 
dil ki umange hai jawa
aap bhi gaiye na 
dil ki umange hai jawa
gaiye na, kya mushkil hai sargam batau
pa ma pa dha pa ga sa pa 
dil ki umange hai jawa, gaiye 

dil ki umange hai jawa, bahut achchhe 
rang me dooba hai sama, waah waah waah 
dil ki umange hai jawa, rang me duba hai sama 
maine tumhe jeet liya haar ke dono jaha 
dil ki umange hai jawa
dil ki umange hai jawa aa ha ha ha ha ha ha 
gaaiye gaaiye gaaiye 
o ho ho ho ho ho ho, kya kahane 

sadiyo purani ye zamin hai aaj kitni hasin 
sadiyo purani ye zamin
sadiyo purani ye zamin hai aaj kitni hasin 
aata nahi hai yakin hota nahi hai bayaan 
dil ki umange hai jawa 
aap bhi gaaiye 
dil ki umange hai jawa, rang me duba hai sama 
jiyo jiyo 
maine tumhe jeet liya 
oon hu, maine tumhe jeet liya haar ke dono jahan 
dil ki umange hai jawa 

bhige nazaro se kaho gati hawao se kaho 
bhige nazaro se kaho 
bhige nazaro se kaho gati hawao se kaho  
jati baharo se kaho ruk jaye aaj yaha 
dil ki umange hai jawa 
gaaiye na, kya maza aa raha hai
hoon hoon hoon 
dil ki umange hai jawa, rang me duba hai sama 
maine tumhe jeet liya haar ke dono jaha 
dil ki umange hai jawa 

hoon hoon hoon 
bechain tanhaiya leti hai angadaiya 
bechain tanhaiya leti hai angadaiya 
halki si shehanaiya bajti hai jane kaha 
dil ki umange hai jawa
gaaiye na ek baar aur 
dil ki umange hai jawa, rang me duba hai sama 
maine tumhe jeet liya haar ke dono jaha 
dil ki umange hai jawa

aaiye na aap bhi nachiye 
dil ki umange hai jawa, rang me duba hai sama 
maine tumhe jeet liya
hu maine tumhe jeet liya haar ke dono jahan


Official Video Song



Song Details

The Dil Ki Umangein Hain Jawa song lyrics is written by Shailendra in the year 1955. It was sung by Hemant Kumar, Geeta Dutt, featuring Pran, Nalini Jaywant, Dev Anand. The details of Dil Ki Umangein Hain Jawa song lyrics are given below:

movie Movie: Munimji

singer Singer: Hemant Kumar, Geeta Dutt

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Shailendra

music Music / Music Composer: Sachin Dev Burman

artist Artists / Stars: Pran, Nalini Jaywant, Dev Anand

music on Music On:

year Year: 1955


Dil Ki Umangein Hain Jawa lyrics from Munimji

Munimji Songs List

9
4
7
3
6
2
5
4
3
2
3
0
1
0
1
0
1
0
0
0