gaalib ka hai andaaz e bayan aur Lyrics

gaalib ka hai andaaz e bayan aur lyrics from Mirza Ghalib (1954) movie is penned by Mirza Ghalib, sung by Mohammed Rafi, music composed by Ghulam Mohammad, starring Bharat Bhushan, Murad.




20 9

Song Lyrics

hai bas ki har ek unke ishaare me nishaan aur
karte hai muhabbat to guzarta hai gumaan aur

ya rab vo na samajhe hai na samajhenge meri baat
ya rab vo na samajhe hai na samajhenge meri baat
de aur bhi dil inko jo na de mujhko zuban aur
de aur bhi dil inko jo na de mujhko zuban aur

tum shahar me ho to hame kya gam jab uthenge
tum shahar me ho to hame kya gam jab uthenge
le aayenge baazaar se jaakar dil-o-jaan aur
le aayenge baazaar se jaakar dil-o-jaan aur

hai aur bhi duniya me sukhnavar bahut achchhe
hai aur bhi duniya me sukhnavar bahut achchhe
kahte hai ki gaalib ka hai andaaz-e-bayan aur
kahte hai ki gaalib ka hai andaaz-e-bayan aur
hai aur bhi duniya me sukhnavar bahut achchhe
kahte hai ki gaalib ka hai andaaz-e-bayan aur
kahte hai ki gaalib ka hai andaaz-e-bayan aur


Official Video Song



Song Details

The gaalib ka hai andaaz e bayan aur song lyrics is written by Mirza Ghalib in the year 1954. It was sung by Mohammed Rafi, featuring Bharat Bhushan, Murad. The details of gaalib ka hai andaaz e bayan aur song lyrics are given below:

movie Movie: Mirza Ghalib

singer Singer: Mohammed Rafi

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Mirza Ghalib

music Music / Music Composer: Ghulam Mohammad

artist Artists / Stars: Bharat Bhushan, Murad

music on Music On:

year Year: 1954


gaalib ka hai andaaz e bayan aur lyrics from Mirza Ghalib

Mirza Ghalib Songs List