Hum Dard Ke Maro Ka Lyrics

Hum Dard Ke Maro Ka lyrics from Daag (1952) movie is penned by Hasrat Jaipuri, sung by Talat Mahmood, music composed by Shankar Jaikishan, starring Dilip Kumar, Lalita Pawar.




7 1

Song Lyrics

bujh gaye gam ki hava se, pyar ke jalte charaag
bevafaayi chaand ne ki, pad gaya isme bhi daag
ham dadr ke maaro kaa, itna hi fasaana hai
pine ko sharaab-e-gam, dil gam ka nishana hai
ham dadr ke maaro kaa, itna hi fasaana hai

dil ek khilauna hai, taqadir ke haatho me
dil ek khilauna hai, taqadir ke haatho me
takadir ke haatho me
marane ki tamanna hai, jine ka bahaana hai
ham dadr ke maaro kaa, itna hi fasaana hai

dete hai duaaye ham, dete hai duaaye ham
duniya ki jafaao ko, duniya ki jafaao ko
kyo unko bhulaaye ham, ab khud ko bhulana hai
pine ko sharaab-e-gam, dil gam ka nishana hai

hans hans ke bahaare to, shabnam ko rulaati hai
hans hans ke bahaare to, shabnam ko rulaati hai
shabnam ko rulaati hai
aaj apni muhabbat par, bagiya ko rulana hai
aaj apni muhabbat par, bagiya ko rulana hai
ham dadr ke maaro kaa, itana hi fasaana hai
pine ko sharaab-e-gam, dil gam ka nishana hai


Official Video Song



Song Details

The Hum Dard Ke Maro Ka song lyrics is written by Hasrat Jaipuri in the year 1952. It was sung by Talat Mahmood, featuring Dilip Kumar, Lalita Pawar. The details of Hum Dard Ke Maro Ka song lyrics are given below:

movie Movie: Daag

singer Singer: Talat Mahmood

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Hasrat Jaipuri

music Music / Music Composer: Shankar Jaikishan

artist Artists / Stars: Dilip Kumar, Lalita Pawar

music on Music On:

year Year: 1952


Hum Dard Ke Maro Ka lyrics from Daag

Daag Songs List

9
5
7
1
5
5
5
2
3
5
3
4
2
1