Sajan Sajan Pukaru Lyrics

Sajan Sajan Pukaru lyrics from Sajan (1969) movie is penned by Anand Bakshi, sung by Lata Mangeshkar, music composed by Kalyanji Anandji, starring Manoj Kumar, Asha Parekh, Om Parkesh.




9 6

Song Lyrics

sajan sajan pukaru galiyo me 
sajan sajan pukaru galiyo me 
kabhi phulo me dhundu kabhi kaliyo me 
sajan sajan pukaru galiyo me 
sajan sajan aaha ke, sajan sajan pukaru galiyo me 

aise rutha hai bedardi kaha na mane
aise rutha hai bedardi kaha na mane
mere ji ke meri jaa ki kadar na jane
mai usi julmi ke naina mastane
kabhi phulo me dhundu kabhi kaliyo me 
sajan sajan pukaru galiyo me 
sajan sajan aaha ke, sajan sajan pukaru galiyo me 

bulbul samjhe phulo ka hai ye dil mastana
bulbul samjhe phulo ka hai ye dil mastana
bhawre samjhe kaliyo se hai mera yarana
mai to apna rutha sajan diwana
kabhi phulo me dhundu, phulo me dhundu kabhi kaliyo me 
sajan sajan pukaru galiyo me 
sajan sajan aaha ke, sajan sajan pukaru galiyo me 

mujhse kahti hai parwat pe ghata chha chha ke
mujhse kahti hai parwat pe ghata chha chha ke
ho rama hansti hai purab se hawa aa aa ke
wo chhupa hai dil me aur na ja ja ke
kabhi phulo me dhundu, phulo me dhundu kabhi kaliyo me 
sajan sajan pukaru galiyo me 
sajan sajan aaha ke, sajan sajan pukaru galiyo me


Official Video Song



Song Details

The Sajan Sajan Pukaru song lyrics is written by Anand Bakshi in the year 1969. It was sung by Lata Mangeshkar, featuring Manoj Kumar, Asha Parekh, Om Parkesh. The details of Sajan Sajan Pukaru song lyrics are given below:

movie Movie: Sajan

singer Singer: Lata Mangeshkar

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Anand Bakshi

music Music / Music Composer: Kalyanji Anandji

artist Artists / Stars: Manoj Kumar, Asha Parekh, Om Parkesh

music on Music On:

year Year: 1969


Sajan Sajan Pukaru lyrics from Sajan

Sajan Songs List

11
3
9
6
5
4
3
2