Lyricsia

Thandi Thandi Hawa Lyrics

Thandi Thandi Hawa lyrics from Prince(1969) movie is penned by Hasrat Jaipuri, sung by Lata Mangeshkar, music composed by Shankar Jaikishan, starring Shammi Kapoor, Vyjayantimala, Rajendra Nath.

1 3
thandi thandi hawa mein dil lalchaye
haaye jawaani deewani
ho thandi thandi hawa mein dil lalchaye
haaye jawaani deewani
pankh binaa ye udti jaye
haaye jawaani deewani
ho thandi thandi hawa mein dil lalchaye
haaye jawaani deewani

rang-e-jawaani tauba re tauba
rang-e-jawaani tauba re tauba
kitni suhani tauba re tauba
ho kitni suhani tauba re tauba
dil ki umange kya batlau
dil ki umange kya batlau
kitni tufani tauba re tauba
haan kitni tufani tauba re tauba
jisko dekhe dekhe hi jaye

haaye jawani deewani
ho thandi thandi hawa mein dil lalchaye
haaye jawaani deewani

baanki adaye haay re ghazab
baanki adaye haay re ghazab
bahki nigaahe haay re ghazab
haan bahki nigaahe haay re ghazab
koi rangeela sathi mil jaye
koi rangeela sathi mil jaye
lab pe duaye haay re ghazab
lab pe duaye haay re ghazab
manzil manzil dhoom machaye

haaye jawani deewani
ho thandi thandi hawa mein dil lalchaye
haye jawani deewani

dil mein kasak daiya re daiya
dil mein kasak daiya re daiya
phool si mahak daiya re daiya
haan phool si mahak daiya re daiya
baat kare to ras barsaye
baat kare to ras barsaye
chal mein lachak daiya re daiya
haan chal mein lachak daiya re daiya
khud ko dekhe aur sharmaye

haaye jawani deewani
ho thandi thandi hawa mein dil lalchaye
haaye jawani deewani
pankh bina ye udti jaye
haye jawani deewani
ho thandi thandi hawa mein dil lalchaye
haye jawani deewani

Prince Songs List


2018

2018 Songs List

2018 Movies List

2017

2017 Songs List

2017 Movies List

Official Video Song

Song Details

movie Movie: Prince

singer Singer: Lata Mangeshkar

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Hasrat Jaipuri

music Music / Music Composer: Shankar Jaikishan

artist Artists / Stars: Shammi Kapoor, Vyjayantimala, Rajendra Nath

music on Music On:

year Year: 1969


Thandi Thandi Hawa Prince