Main Chali Main Chali Lyrics

Main Chali Main Chali lyrics from Padosan (1968) movie is penned by Rajinder Krishan, sung by Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, music composed by R D Burman, starring Sunil Dutt, Saira Banu, Mehmood, Kishore Kumar.




14 10

Song Lyrics

mai chali mai chali, dekho pyaar ki gali
koi roke na mujhe, mai chali mai chali
na na na meri jaa, dekho jana na vahan
koi pyaar ka lutera, lute na meri jaa
mai chali mai chali 

ye fiza ye hava, ye nazare ye sama
ab pyar na hua to phir kab hoga
ye fiza ye hava, ye nazare ye sama
ab pyar na hua to phir kab hoga
koi khel to nahi, ye hai pyaar meri ja
tujhe pata bhi na chalega ye jab hoga
mai chali mai chali, dekho pyaar ki gali
koi roke na mujhe, mai chali mai chali

he diwane ye jawani, koi sajmajaye kya 
kab rokne se rukate hai diwane 
he diwane ye jawani, koi sajmajaye kya 
kab rokne se rukate hai diwane 
tu hai abhi nadan, jara soch meri jaan 
roj aate nahi din aise mastane 
na naa naa meri ja, dekho jana na vaha 
koi pyar ka lutera, lute na meri ja 
mai chali mai chali
ha haa haa meri ja, dekho jana na vaha 
koi pyar ka lutera, lute na meri ja 
mai chali mai chali

kahi aankh na mile, kahi dil na lage
to pyaar ka zamana kis kaam aaya
to ye rut ye ghata bolo sochegi kya
mai chali mai chali, dekho pyaar ki gali
mujhe roke na koi, mai chali mai chali
na na na meri jaa, dekho jana na vahan
koi pyaar ka lutera, lute na meri jaa
mai chali mai chali


Official Video Song



Song Details

The Main Chali Main Chali song lyrics is written by Rajinder Krishan in the year 1968. It was sung by Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, featuring Sunil Dutt, Saira Banu, Mehmood, Kishore Kumar. The details of Main Chali Main Chali song lyrics are given below:

movie Movie: Padosan

singer Singer: Asha Bhosle, Lata Mangeshkar

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Rajinder Krishan

music Music / Music Composer: R D Burman

artist Artists / Stars: Sunil Dutt, Saira Banu, Mehmood, Kishore Kumar

music on Music On:

year Year: 1968


Main Chali Main Chali lyrics from Padosan

Padosan Songs List

14
4
14
10
13
5
13
4
11
7
8
1
7
3