Kyun Main Jaagoon Lyrics

Kyun Main Jaagoon lyrics from Patiala House (2011) movie is penned by Anvita Dutt Guptan, sung by Shafqat Amanat Ali, music composed by Shankar Ehsaan Loy, starring Rishi Kapoor, Anushka Sharma, Akshay Kumar.




3 0

Song Lyrics

jab mai chhota bacha tha
mai badi shararat karta tha
ab jo mai bada ho gaya 
hun badi shararat karta hu
jab mai chhota bacha tha 
har chij ke paise deta tha
ab jo mai bada ho gaya 
har chij ke paise leta hu

jab mai chhota bacha tha mai 
twinkal twinkal karta tha
ab jo mai bada ho gaya 
bas twinkal twinkal karta hu
jab mai chhota bacha tha mai 
superman pe marta tha
ab jo mai bada ho gaya  
mai supergirl pe marta hu
dekh ke shetaniya darti hai jaha
darki ye aawaze karti hai bhago bhago
bhut aaya hayo mere rabba
bhut aaya hayo mere rabba

jab mai chhota bacha tha mai 
cartunbazi karta tha
ab jo mai bada ho gaya 
bas burdbazing karta hu
jab mai chhota bacha tha mai 
har galti karne se darta tha
ab jo mai bada ho gaya 
bas galti karna chahta hu
dekh ke shetaniya darti hai jaha
darki ye aawaze karti hai bhago bhago
bhut aaya hayo mere rabba
bhut aaya hayo mere rabba

bade bujarga sabhi shayane kah gaye hai sab
kal kare so aaj kar aur aaj kare so ab
ab jake hume samjh me aaya in sabka matlab
is uamr me ye sab nahi kiya to phir karenge kab 
ki mai jhuth boliya hui na 
ki mai kafar toliyta hui na
ki mai jhuth boliya hui na 
ki mai kafar toliyta hui na
ki mai jhuth boliya hui na 
ki mai kafar toliyta hui na
dekh ke sataniya dati hai jaha
darki ye aawaze karti hai bhago bhago
bhut aaya hayo mere rabba
bhut aaya hayo mere rabba
bhut aaya hayo mere rabba
bhut aaya hayo mere rabba
hayo mere rabba
mujhe yu hi karke khwabo se juda
jane kaha chhupke baitha hai khuda
janu na mai kab hua khud se gumshuda
kaise jiyu rooh bhi mujhse hai juda
kyu meri rahe
mujhse puche ghar kaha hai
kyu mujhse aake
dastak puche dar kaha hai
rahe aisi jinki manzil hi nahi
dhoondo mujhe ab mai rehta hu wahi
dil hai kahi aur dhadkan hai kahi
sanse hai magar kyu zinda mai nahi

ret bani hatho se yu beh gayi
taqdeer meri bikhri har jagah
kaise likhu phir se nayi dastan
gham ki syahi dikhti hai kaha
aahe jo chuni hai meri thi raza
rehta hu kyu phir khud se hi khafa
aise bhi hui thi mujhse kya khata
tune jo mujhe di jeene ki saza

bande tere mathe pe hai jo khiche
bas chand laqeero jitna hai jaha
aansu mere mujko mita keh rahe
rabb ka hukum na mitta hai
rahe aisi jinki manzil hi nahi
dhundho mujhe ab mai rehta hu wahi
dil hai kahi aur dhadkan hai kahi
sanse hai magar kyu zinda mai nahi

kyu mai jagu 
aur wo sapne bo raha hai
kyu mera rab yu
aankhe khole so raha hai
kyu mai jagu


Official Video Song



Song Details

The Kyun Main Jaagoon song lyrics is written by Anvita Dutt Guptan in the year 2011. It was sung by Shafqat Amanat Ali, featuring Rishi Kapoor, Anushka Sharma, Akshay Kumar. The details of Kyun Main Jaagoon song lyrics are given below:

movie Movie: Patiala House

singer Singer: Shafqat Amanat Ali

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Anvita Dutt Guptan

music Music / Music Composer: Shankar Ehsaan Loy

artist Artists / Stars: Rishi Kapoor, Anushka Sharma, Akshay Kumar

music on Music On:

year Year: 2011


Kyun Main Jaagoon lyrics from Patiala House

Patiala House Songs List

3
0
1
0
0
0
0
1
0
0
0
0