Mere Mann Ki Ganga Lyrics

Mere Mann Ki Ganga lyrics from Sangam (1964) movie is penned by Shailendra, sung by Mukesh, music composed by Shankar Jaikishan , starring Raj Kapoor, Vyjayantimala, Rajendra Kumar, Amod Mehra, Raj Mehra, Nana Palsikar.




31 3

Song Lyrics

mere mann ki ganga aur tere mann ki jamuna ka
bol raadha bol sangam hoga ki nahi
are bol radha bol sangam hoga ki nahi
nahi, kabhi nahi

kitni sadiya beet gayi hai haye tujhe samjhane me
mere jaisa dheeraj wala hai koi aur zamane me
mann ka badhta bojh kabhi kam hoga ki nahi
bol radha bol sangam hoga ki nahi
mere mann ki ganga aur tere mann ki jamuna ka
bol radha bol sangam hoga ki nahi
are bol radha bol sangam hoga ki nahi
jaa jaa

do nadiyo ka mel agar itna paawan kahlata hai
kyu na jaha do dil milte hai, swarg waha bas jaata hai
har mausam hai pyaar ka mausam hoga ki nahi
bol radha bol sangam hoga ki nahi
mere mann ki ganga aur tere mann ki jamuna ka
bol radha bol sangam hoga ki nahi
are bol radha bol sangam hoga ki nahi

teri khatir main tarsa yu jaise dharti sawan ko
radha radha ek ratan hai saans ki aawan jaawan ko
patthar pighale dil ye tera naam hoga ki nahi
bol radha bol sangam hoga ki nahi
mere mann ki ganga aur tere mann ki jamuna ka
bol radha bol sangam hoga ki nahi
are bol radha bol sangam hoga ki nahi
jao na kyon satate ho hoga, hoga, hoga


Official Video Song



Song Details

The Mere Mann Ki Ganga song lyrics is written by Shailendra in the year 1964. It was sung by Mukesh, featuring Raj Kapoor, Vyjayantimala, Rajendra Kumar, Amod Mehra, Raj Mehra, Nana Palsikar. The details of Mere Mann Ki Ganga song lyrics are given below:

movie Movie: Sangam

singer Singer: Mukesh

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Shailendra

music Music / Music Composer: Shankar Jaikishan

artist Artists / Stars: Raj Kapoor, Vyjayantimala, Rajendra Kumar, Amod Mehra, Raj Mehra, Nana Palsikar

music on Music On: T-Series

year Year: 1964


Mere Mann Ki Ganga lyrics from Sangam

Sangam Songs List

60
12
43
10
40
16
34
3
31
3
22
7
17
1