Aji Ruth Kar Ab Kaha Jaiyega Lyrics

Aji Ruth Kar Ab Kaha Jaiyega lyrics from Arzoo (1965) movie is penned by Hasrat Jaipuri, sung by Lata Mangeshkar, music composed by Shankar Jaikishan, starring Rajendra Kumar, Sadhana.




23 14

Song Lyrics

aji ruth kar ab kaha jaiyega
jaha jaiyega hame paiyega
aji ruth kar ab kaha jaiyega
jaha jaiyega hame paiyega
aji ruth kar ab

nigaho se chhupkar dikhao to jane
khayalo me bhi tum na aao to jane
aji lakh pardo me chhup jaiyega
aji lakh pardo me chhup jaiyega
nazar aiyega nazar aiyega
aji ruth kar ab kaha jaiyega
jaha jaiyega hame paiyega
aji ruth kar ab

jo dil me hai hoto pe lana bhi mushkil
magar usko dil me chhupana bhi mushkil
nazar ki zuban se samajh jaiyega
nazar ki zuban se samajh jaiyega
samajh kar zara gaur farmaiyega
aji ruth kar ab kaha jaiyega
jaha jaiyega hame paiyega
aji ruth kar ab kaha jaiyega
jaha jaiyega hame paiyega
aji ruth kar ab

ye kaisa nasha hai ye kaisa asar hai 
na kabu me dil hai na bas me nazar hai 
jara hosh aane ke le jaiyega 
jara hosh aane ke le jaiyega 
thehar jaiyega thehar jaiyega 
aji ruth kar ab kaha jaiyega
jaha jaiyega hame paiyega
aji ruth kar ab kaha jaiyega
jaha jaiyega hame paiyega
aji ruth kar ab


Official Video Song



Song Details

The Aji Ruth Kar Ab Kaha Jaiyega song lyrics is written by Hasrat Jaipuri in the year 1965. It was sung by Lata Mangeshkar, featuring Rajendra Kumar, Sadhana. The details of Aji Ruth Kar Ab Kaha Jaiyega song lyrics are given below:

movie Movie: Arzoo

singer Singer: Lata Mangeshkar

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Hasrat Jaipuri

music Music / Music Composer: Shankar Jaikishan

artist Artists / Stars: Rajendra Kumar, Sadhana

music on Music On:

year Year: 1965


Aji Ruth Kar Ab Kaha Jaiyega lyrics from Arzoo

Arzoo Songs List

21
10
15
6
11
4
10
4
9
3
6
4