Kahi Na Kahi Dil Lagana Padega Lyrics

Kahi Na Kahi Dil Lagana Padega lyrics from Kashmir Ki Kali (1964) movie is penned by S H Bihari, sung by Mohammed Rafi, music composed by O P Nayyar, starring Shammi Kapoor.




14 3

Song Lyrics

kisi na kisi se kabhi na kabhi
kahi na kahi dil lagana padega
kisi na kisi se kabhi na kabhi
kahi na kahi dil lagana padega

ek se ek hasi chehre hai kis-kis ko mai dekhu
kisko inme apna samjhu sang mai apne le lu
koi rangili chail-chabili
koi rangili rasili chail-chabili
aaj meri jindagi me aake rahegi
kisi na kisi se kabhi na kabhi
kahi na kahi dil lagana padega
kisi na kisi se kabhi na kabhi
kahi na kahi dil lagana padega

dhund raha hu mai wo dunia pyar jise kahte hai
dhund raha hu mai wo dunia pyar jise kahte hai
kaun wo kismat wale hai jo log waha rahte hai
mujhko mere dil leke wahi chal
mujhko mere dil mere dil leke wahi chal
aaye jaha hath koi reshmi aachal
kisi na kisi se kabhi na kabhi
kahi na kahi dil lagana padega
kisi na kisi se kabhi na kabhi
kahi na kahi dil lagana padega

aisi najuk ho wo jiska shabnam muh dhoti ho
chand bhi sadke hota ho, jab rat ko wo soti ho
aankh sharabi gal gulabi
aankh sharabi sharabi gal gulabi
pyar se sawar de jo meri jindagi
kisi na kisi se kabhi na kabhi
kahi na kahi dil lagana padega
kisi na kisi se kabhi na kabhi
kahi na kahi dil lagana padega


Official Video Song



Song Details

The Kahi Na Kahi Dil Lagana Padega song lyrics is written by S H Bihari in the year 1964. It was sung by Mohammed Rafi, featuring Shammi Kapoor. The details of Kahi Na Kahi Dil Lagana Padega song lyrics are given below:

movie Movie: Kashmir Ki Kali

singer Singer: Mohammed Rafi

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: S H Bihari

music Music / Music Composer: O P Nayyar

artist Artists / Stars: Shammi Kapoor

music on Music On:

year Year: 1964


Kahi Na Kahi Dil Lagana Padega lyrics from Kashmir Ki Kali

Kashmir Ki Kali Songs List

25
5
21
5
14
3
13
3
9
1
8
1
7
2
7
2