Dil Ka Bhanwar Kare Pukar Lyrics

Dil Ka Bhanwar Kare Pukar lyrics from Tere Ghar Ke Samne (1963) movie is penned by Hasrat Jaipuri, sung by Mohammed Rafi, music composed by Sachin Dev Burman, starring Nutan, Dev Anand.




10 1

Song Lyrics

dil ka bhanwar kare pukar
pyar ka rag suno, pyar ka rag suno re
dil ka bhanwar kare pukar
pyar ka rag suno, pyar ka rag suno re

phul tum gulaab ka, kya jawab aapka 
jo ada hai woh bahar hai
aaj dil ki bekahi, aa gayi juban par
baat yeh hai tumse pyaar hai
dil tumhi ko diya re pyar ka rag suno re 
dil ka bhanwar kare pukar
pyar ka rag suno, pyar ka rag suno re

chahe tum mitana par na tum girana
aansu ki tarah nigah se
pyaar ki unchayi ishk ki gehrayi
puchh lo hamari aah se
aasman chhu liya re, pyaar kaa rag suno re
dil ka bhanwar kare pukar
pyar ka rag suno, pyar ka rag suno re

iss hasin par pe ham na baithe haar ke 
saya banke saath ham chale
aaj mere sung too jhume dil ki aaraju
tujhase meri aankh jab mile
jane kya kar diya re, pyaar ka raag suno re
dil ka bhanwar kare pukar
pyar ka rag suno, pyar ka rag suno re

aap ka ye aanchal, pyar ka ye badal 
fir hame jami pe le chala
ab to hath tham lo, ek najar ka jam do 
ek naye safar ka vasta
tum mere sakiya re pyaar ka raag suno re
dil ka bhanwar kare pukar
pyar ka rag suno, pyar ka rag suno re


Official Video Song



Song Details

The Dil Ka Bhanwar Kare Pukar song lyrics is written by Hasrat Jaipuri in the year 1963. It was sung by Mohammed Rafi, featuring Nutan, Dev Anand. The details of Dil Ka Bhanwar Kare Pukar song lyrics are given below:

movie Movie: Tere Ghar Ke Samne

singer Singer: Mohammed Rafi

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Hasrat Jaipuri

music Music / Music Composer: Sachin Dev Burman

artist Artists / Stars: Nutan, Dev Anand

music on Music On:

year Year: 1963


Dil Ka Bhanwar Kare Pukar lyrics from Tere Ghar Ke Samne

Tere Ghar Ke Samne Songs List

12
4
10
1
9
2
6
1
2
0
2
1