Sajda Main Karun Pyaar Ka Sajda Lyrics

Sajda Main Karun Pyaar Ka Sajda lyrics from Bhool Bhulaiyaa (2007) movie is penned by Sameer, sung by K. K., music composed by Pritam Chakraborty, starring Shiney Ahuja, Vidya Balan.




1 2

Song Lyrics

maaf karein insaaf 
karein rab ho na khafa
jaane jahaan se begaane 
jahaan se abb main hoon juda
jaan liya hai maine maan liya hai 
maine pyaar ko apna khuda
sajda main karun pyaar ka sajda
sajda main karun yaar ka sajda
sajda karun didaar ka sajda
 sajda main karun pyaar ka sajda

har chaahat mannat si lage
mujhe duniya bhi jannat si lage
khwaabon mein bikhari jhalak se mila
main toh jamin palak se mila
hosh nahi hai abb hosh nahi
chaaya hai mujhpe nasha
sajda main karun pyaar ka sajda
sajda main karun yaar ka sajda
sajda karun didaar ka sajda 
sajda main karun pyaar ka sajda

har afsaana nazar se bayaan 
mere ehsaas tarang jawaan
aise jasbaaton se dil yeh mila 
jaise viraano mein phool khila
saari fiza mein rava hai 
rava meri dhadkano ki sada
sajda main karun pyaar ka sajda
sajda main karun yaar ka sajda
sajda karun didaar ka sajda
sajda main karun pyaar ka sajda

maaf karein insaaf karein
rab ho na khafa
jaane jahaan se begaane 
jahaan se abb main hoon juda
jaan liya hai maine maan liya 
hai maine pyaar ki apna khuda
sajda main karun pyaar ka sajda
sajda main karun yaar ka sajda
sajda karun didaar ka sajda sajda 
main karun pyaar ka sajda


Official Video Song



Song Details

The Sajda Main Karun Pyaar Ka Sajda song lyrics is written by Sameer in the year 2007. It was sung by K. K., featuring Shiney Ahuja, Vidya Balan. The details of Sajda Main Karun Pyaar Ka Sajda song lyrics are given below:

movie Movie: Bhool Bhulaiyaa

singer Singer: K. K.

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Sameer

music Music / Music Composer: Pritam Chakraborty

artist Artists / Stars: Shiney Ahuja, Vidya Balan

music on Music On:

year Year: 2007


Sajda Main Karun Pyaar Ka Sajda lyrics from Bhool Bhulaiyaa

Bhool Bhulaiyaa Songs List

16
6
14
4
11
3
2
2
2
2
1
2