Ek But Banauga Tera Lyrics

Ek But Banauga Tera lyrics from Asli Naqli (1962) movie is penned by Hasrat Jaipuri, sung by Mohammed Rafi, music composed by Shankar Jaikishan, starring Dev Anand, Sadhana.




10 5

Song Lyrics

ik but banaunga tera aur puja karunga
ik but banaunga tera aur puja karunga
ik but banaunga tera aur puja karunga
are mar jaunga pyar agar mai duja karunga
are mar jaunga pyar agar mai duja karunga
ik but banaunga tera aur puja karunga
ik but banaunga tera aur puja karunga
are mar jaunga pyar agar mai duja karunga

rup ki chandi pyar ka sona prem nagar se la ke
teri sundar chhabi banegi dono chiz mila ke
rup ki chandi pyar ka sona prem nagar se la ke
teri sundar chhbai banegi dono chiz mila ke
rang vafa ka mai teri murat me bharunga
are mar jaunga pyar agar mai duja karunga
are mar jaunga pyar agar mai duja karunga

man mandir me tujhko bitha ke roz karunga bate
sham savere har mausam me hongi mulakate
man mandir me tujhko bitha ke roz karunga bate
sham savere har mausam me hongi mulakate
dil ka haal kahunga tujhse mai na darunga
are mar jaunga pyar agar mai duja karunga
are mar jaunga pyar agar mai duja karunga

ik but banaunga tera aur puja karunga
ik but banaunga tera aur puja karunga
are mar jaunga pyar agar mai duja karunga
are mar jaunga pyar agar mai duja karunga


Official Video Song



Song Details

The Ek But Banauga Tera song lyrics is written by Hasrat Jaipuri in the year 1962. It was sung by Mohammed Rafi, featuring Dev Anand, Sadhana. The details of Ek But Banauga Tera song lyrics are given below:

movie Movie: Asli Naqli

singer Singer: Mohammed Rafi

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Hasrat Jaipuri

music Music / Music Composer: Shankar Jaikishan

artist Artists / Stars: Dev Anand, Sadhana

music on Music On:

year Year: 1962


Ek But Banauga Tera lyrics from Asli Naqli

Asli Naqli Songs List

19
5
17
5
13
1
10
5
8
4
8
2